Wednesday, 22 December 2021

Barelwi Ahmed raza khan ke Nazdeek MILAD Manana Aur Hooqah pina Dono Par Ek Jaisa Sawab Hai..

 Barelwi Ahmed raza khan ke Nazdeek MILAD Manana Aur Hooqah pina Dono Par Ek Jaisa Sawab Hai..

Ahmad Raza Khan Likhte Hain-”milad mubha hai.”

(Ala min wa ala : Safa-221)

Hooqah pina mubha hai..

(Ahkam-E-Shariyat Safa 257)

Yani koi huqa piye ya milad karee Dono Barabar huye Aur Barelwiyo ki fiqah ki mustanad kitab BAHAR-E-SHARIYAT main yeh baat likhe hua hai Ke Masjid me mubha baaton ka

karna mana Hai..

(BAHAR-E-SHARIYAT, Baab-Masjid Ke Addab)

No comments:

Post a Comment