BismillaHirramaNirraheem
Aitraz:Hazrat Tahnwi Rh. Ne Quran Par Peshab Karte Huai Dekhne Ki Tabeer Bete Ko Hafiz Hone Ki Tabeer Di Hai Or Raza Khanio Ne Is Par Poropoganda Karna Shuru Kardiya Asal Me Hazrat Thanwi RH. Me Ne Ye Baat Apne Se Nahi Kahi Hai Jawab MUlaheza Farmayen.
Al Jawab: Ye Tabeer Hazrat Tahnwi Rh. Ka Khudka Qaul Nahi Balki Faunne Ta’beer Ke Imam Abdul Ghani Nalbasi Se Di Hai Farmate Hain.
” Agar Kisi Ne Dekha Ke Wo Quran Par Peshab Kar Raha Hai To Ye Bete Ke Hafiz HOne Ki Alamat Hai”_[ Ta’teerul Anaam Fi ta’beerul Manaam( Khawab Or Ta’beer)-Page-91 ]
Scan:
Raza Khanio Ke Peshwa Maulvi Ahmed Raza Khan Ne Imam Adbul Ghani Ko Bade Alqabaat Se Pukara Hai Mulaheza Farmayen.
“ Imam Arif Billah Sayyedi Abdul Ghani Bin Isma’eel Bin Abdul Ghani Nalbsi Quddusanallah Ba Sirral Qudsi Rh. ”_( Kitab Birikul Manaar Bi Shmu’il Mazaar-Page-490 )
Scan:
Or Inhi Alqabaat Se Fatawa Me Bhi Pukara Hai_( Fatawa-E-Razwiyya-Jild-1-Page-490 )
Scan:
Or Inka Zikr ( Fatawa-E-Razwiyya-Jild-26-Page-527 ) Par Bhi Hai.
Scan:
To Raza Khanio Imam Abdul Ghani Par Gustakhi Ka Fatwa Kyun Nahi Dete ???
Hadees Me Hai Ke 3 Aadmi Marfu Ul Qalam Hai ( Yaani Sharii Qanoon Ki Zad Se Mehfooz ) Unme Se Ek Soone Waala Hai Jab Tak Ke Wo Bedaar Na Ho.
.
(Bukhari : Jild 2 : 1039)
.
(Muslim : Jild 2 : Safa 247)
.
(Mustadrak Haakim : Jild 4 : Safa 390)
.
Isi Tarah Hazrat Ayesha Rdh. Farmaati Hai Ke Rasoolullah Saw Ne Farmaaya : 3 Shaks Marfu Ul Qalam Hai ( Yaani Sharii Qanoon Ki Zad Se Mehfooz ) Unme Se Ek Soone Waala Hai Jab Tak Ke Wo Bedaar Na Ho. ( Jaame Sagheer : Jild 2 : Safa 24)
.
Ek Aur Riwayat Jise Hazrat Umar Rdh. Aur Hazrat Ali Rdh. Bayaan Farmaate Hai Yahi Mazmoon Waarid Huwa Hai. (Jaame Sagheer : Jild 2 : Safa 24)
.
Hazrat Qatada Rdh. Farmaate Hai Ke Huzur E Aqdas Saw Ne Farmaaya : Yaani Neend Ki Halat Me Koi Kotaahi Aur Jurm Nahi Ha Bedaari Ki Halat Me Kotaahi Ho Toh Isme Jurm Hai.
.
(Tirmizi : Jild 1 : Safa 25)
.
Wazaahat : Barhaal In Hadeeso Se Maloom Huwa Ke Neend Ki Halat Me Jo Kaam Huwa Ho Toh Wo Jurm Nahi Hai.
.
Chand Waaqiyaat Mulaaheza Farmaaye :
.
1 – Hazrat Saw Ki Phuphi Hazrat Umm Ul Fazl Bin Haaris Rdh. Ne Ek Khuwaab Dekha Aur Wo Anhazrat Saw Ki Khidmat E Aqdas Me Haazir Huwi Aur Arz Kiya Ke Ya Rasoolullah Saw Aaj Raat Maine Ek Bura Khuwab Dekha Hai Aap Saw Ne Farmaya Ke Wo Kya Khuwaab Hai ? Inhone Farmaaya Ke Wo Bahut Hi Saqt Hai Aap Ne Farmaaya Ke Bataao Toh Sahi Wo Kya Hai Hazrat Ummul Fazl Ne Arz Kiya Ke Mai Ne Khuwaab Hai Gooya Aap Ke Jism E Mubarak Se Ek Tukda Kaat Kar Meri Good Me Rak Diya Gaya Hai.
.
Anhazrat Saw Ne Farmaaya Ke Tumne Bahut Acha Khuwaab Dekha Hai (Uski Taabeer Yeh Hai ) Ke Insha Allahu Tala Meri Laqte Jigar Beti Hazrat Fatima Rdh Ke Yaha Ladka Paida Hoga Jo Tumaari Ghod Me Khelega.
.
Chunaanche Sayyidina Hussain Rdh. Paida Huwe Aur Meri Ghod Me Khele Jaisa Ke Huzur Saw Ne Irshaad Farmaaya Tha. ( Mishkaat : Jild 2 : Safa 572 )
.
Wazaahat: Baazahir Khuwaab Kitna Bura Tha Ke Khud Umme Fazal Rdh. Usse Ghabraa Rahi Thi Aur Batlaane Par Bhi Aamada Nahi Thi Magar Huzur Saw Ke Kehne Par Inhone Aakhar Bayaan Kiya Hai Aur Phir Jab Aap Ne Ta’abeer Bayaan Farmaayi Wo Kis Qadr Khush Kin Aur Khaalis Khush Qabri Thi.
Taarekh Ke Baaz Kitaabo Me Mazkoor Hai Ke Haaron Rasheed Rh. Ke Biwi Zubeda Ne Khuwaab Dekha Ke Kaseer Taadaad Maqlooq Jama Hokar Usse Zinah Kar Rahe Hai.
.
Jab Aankh Khuli Toh Behad Pareshaan Huwi,Ghabraahat Ki Koi Intehaa Na Thi Aakhir Jab Is Khuwaab Ki Taabeer Batlaayi Gayi Toh Malo Huwa Ke Unse Koi Aisa Kaam Liya Jayega Jisse Beshumaar Maqlooq Ko Faiziyaab Hogi.
.
Chunaanche Aisa Hi Huwa Usne Naher E Zubeda Khudwaai Jo Iraaq Arab Ke Ek Bahut Bade Hisse Ko Sairaab Karti Hai Aur Aiyyaam Hajj Me Mashriq Wa Maghrib Ke Musalmaan Usse Faiziyaab Hote Hai Jo Isi Khuwaab Ki Taabeer Hai. ( Mussala Rashaul Khiyaar : Safa 51 )
.
Wazaahat : Dekhiye ! Khuwaab Sunne Me Kitna Kharaab Aur Ghanda Nazar Aaya Hai Lekin Uski Ta’abeer Kitni Umda Hai.
.
Agar Koi Khuwaab (Ba Zahir) Ganda Ho Uska Yeh Matlab Harghiz Nahi Hai Ke Uski Taabeer Bhi Gandi Ho.
.
Barhaal In Hadeeso Aur Waqiat Se 2 Baateib Waazeh Huwi Hai.
.
1. Khuwaab ki Halat me Hone Waali Qata par Koi Fatwa Nahi Lagta.
.
2. Khuwaab Ba-Zahir Bura Nazar Aata Hai Lekin Yeh Baat Zaruri Nahi Hai Ke Uski Taabeer Bhi Buri Ho. Lekin Basa Auqaat Uski Taabeer Nihayat Hi Umda Hoti Hai Jaise Ke Aap Ne Upar Mulaaheza Farmaaya Hai.
.
Ab Raha Us Shaks Ke Khuwaab Ka Masla Toh Us Shaks Ne Hazrat Thanwi Rh. Ki Khidmat Me Haazir Huwa Hai Aur Kaha Ke Maine Khuwaab Me Is Tarah Padha Hai.
.
Toh Hazrat Thanwi Rh. Ne Khuwaab Ki Taabeer Karte Huwi Farmaaya Ke Jiski Taraf Tum Ruju Hona Chahte Ho Wo Muttabe Sunnat Hai.
.
Wazaahat : Agar Koi Shaks Khuwaab Me Yeh Dekhe Ke Wo Kisi Aurat Ke Saat Zinaah Kar Raha Hai Toh Kya Sharan Us Shaks Par Koi Pabandi Hogi.
.
Bilkul Nahi Jis Tarah Us Shaks Par Koi Pabandi Nahi Isi Tarah Us Shaks Par Bhi Koi Pabandi Nahi Hai Jisne Khuwaab Me Kalima Me Huzur Saw Ke Naam Ke Alaawa Koi Naam Ke Saat Rasoolullah Kaha Ho Toh Us Par Fatwa Nahi Hoga.
.
Kyunke Usne Yeh Khuwaab Me Padha Hai Nake Bedaari Me.
.
Lehaaza Isme Koi Aiteraaz Ki Baat Nahi Hai.
.
Lekin Agar Koi Badnaam Hi Karna Chahta Hai Toh Uska Kya Ilaaj Hai.
Ghair Muqallideen Hazraat Se Sawaal :
.
Mai Samjhta Hu Ke Upar Ke Sawaal Bhi Ghair Muqallideen Ke Liye Kaafi Hai Lekin Unke Liye Hazam Hone Waala Sawaal Pesh E Qidmat Hai.
.
Saheeh Muslim Me Riwayat Maujood Hai Ke
.
(Muqtasaran Arz Karta Hu ) Ke Hazrat Anas Bin Malik Rdh. Bayaan Karte Hai Ke Anhazrat Saw Ne Farmaaya Ke Allah Tala Apne Bande Ki Tauba Se Jab Wo Tauba Karta Hai Us Shaks Se Bhi Zyaada Khush Hote Hai Ke Jo Sehra Me Apni Utni Par Sawaar Ho Aur Phir Uski Utni Gum Jaaye Aur Wo Aadmi Na Umeed Hokar Ek Daraqt Ke Saaye Me Aakar Lait Jaaye Usi Halaat Me Use (Apni) Utni Khadi Miljaaye , Wo Fauran Uski Nukail Pakde Aur Intehaai Khushi Ke Aalim Me Kehne Laga Ke Aye Allah Tu Mera Banda Mai Tera Khuda. (Saheeh Muslim , Baab Ut Tauba , Hadees No 6960 )
.
Scan Page :
Gharz Allah Tala Us Shaks Se Bhi Zyaada Apne Bande Ki Tauba Par Khush Hote Hai.
.
Sawaal : Is Hadees Me Us Shaks Ne Jiski Utni Gum Gaayi Thi Aur Milne Par Khushi Ke Aalam Me Kaha Ke Aye Allah Tu Mera Banda Mai Tera Khuda.
.
Yeh Alfaaz Kufr Ke Hai.
.
Ab Sawaal Ghair Muqallideen Se Yeh Hai Ke Kya Aisi Alfaaz Ko Naql Karne Waale Raaviyo Par Aur Imam Muslim Rh. Par Kufr Ka Fatwa Hai ?
Jisko Imam Muslim Ne Apni Kitaab Me Naql Kiya Hai.
.
In Sab Par Kya Fatwa Lagega ?
.
Pas Allah Hamaare Barelvi Aur Ghair Muqallideen Hazraat Ko Samjh Aata Farmaaya. Aur Allah Tala Tamaam Musalmaano Ki Tauheed Wa Sunnat Ki Hifaazat Farmaaye Aur Hum Sab Ko Apne Apne Waqt Par Kaamil Imaan Par Qatema Naseeb Farmaaye.
Ameen.
Allah Ta’ala Hum Sabko Bugz Se Bachaye,Ameen
Talb e Dua
Aaqibul islam

No comments:
Post a Comment