IMAM E AZAM ABU HANIFA'H NOMAN BIN SABIT REHMAHULLAH KA SHAJRA NASAB
IMAM E AZAM ABU HANIFA'H
• IMAM SAHAB REHMAHULLAH kay potay nay apnay dada ka shajra yoon bayan kiya
• "ISMAIL BIN HAMMAD BIN NOMAN BIN SABIT BIN AL MARZBAAN" aap farsi ul nasal hain aap ki pedaish kufa may 80 hijri may huwe jubkay wafaat 150 hijri may baghdaad may huwe ¤
• Kufa shehar Ameer ul Momineen Hazrat Umar Razi Allahu Aunhu kay hukum say 17 hijri may tameer kiya gaya ¤
• Aap nay Hazrat Ammaar Bin Yasir Razi Allahu Aunhu ko waha ka haakim aur Hazrat Abdullah Bin Masood Razi Allahu Aunhu ko wahaa ka Mufti banakar bheja Aap ki mehnat say 4000 Ulama'a e Muhaddiseen paida huwe ¤
• Hazrat Ali Razi Allahu Aunhu jub Kufa shehar tashreef laaye to farmaya "ALLAH PAAK IBNE MASOOD KA BHALA KARAY UNHOON NAY BASTI KO ILM SAY BHARDIYA" Ibne Umar Razi Allahu Aunhu Sahib ul Maghazi Shabi kay mutalliq farmatay hain "MAY NABI SALLALLAHU ALAHI WASALLAM kay sath jangoon may shareek raha mager ilm inko ziyada hay " Ibraheem Al Nakh'ay apnay waqt kay wo Aalim thay jo Ahle Basrah - Shaam aur Hijaaz may sub say afzal samjhay gay ¤
• Hazrat Maaz Bin Jabal Razi Allahu Aunhu nay apnay shagird Hazrat Umro Bin Memoon Razi Allahu Aunhu ko ILM kay husool kay liye Ibne Masood Razi Allahu Aunhu kay paas Kufa bheja ¤
• Allama Siyuti Rehmahullah kay Qoul kay mutaabiq Misar may aanay walay Sahaba Kiraam Razi Allahu Aunhum ki ta'adaad 300 hay mager Kufa may 1500 Sahaba Kiraam Razi Allahu Aunhum Abaad rahay - Jin may 70 Badri Sahaba Razi Allahu Aunhum bhi thay ¤
• Hazrat Ali Razi Allahu Aunhu nay Qazi Shuraih kay mutalliq hukum farmaya autho aur fesla'h karo tum AHLE ARAB may say bardhay Qazi ho ¤
• Sahaba Kiraam Razi Allahu Aunhum ki moujoodgi may yahaan kay 33 Hazraat Sahib e Fatwa'a samjhay jatay thay ¤
• Anas Bin Sireen Rehmahullah naqal farmatay hain k Kufa may 400 Fuqaha'a aur 4000 Muhaddiseen thay ¤
• Imam Bukhari Rehmahullah farmatay hain k may shumaar nahi karsakta k may HADEES kay husool kay liye may kitni baar Kufa gaya ¤
• Imam Tirmizi Rehmahullah nay FIQA'H kay her BAAB may AHLE KUFA ka mazhab naqal kiya hay ¤
• NATIJA'H = MADINA'H ager Mehbat e Wahy tha to KUFA maskan e FUQAHA'A o MUHADDISEEN bana ¤
• ALLAMA'H IBNE KHALKAAN KAY MUTAABIQ IMAM SAHAB NAY 4 SAHABA RAZI ALLAHU AUNHUM KO DEKHA HAY
KUFA MAY HAZRAT ANAS RAZI ALLAHU AUNHU AUR ABDULLAH BIN ABI AUFI KO
MADINA'H MAY HAZRAT SAHAL BIN SAADI KO AUR
MAKKAH MAY ABU TUFAIL AAMIR BIN WAASLA'H RAZI ALLAHU AUNHU KO
• IMAM SAHAB REHMAHULLAH khush ro - khush libaas - khush majlis - kareem ul Nafs - Shereen Guftaar aur Qadir ul Kalaam thay khushbo is qadar istemaal kartay tha k Naqal e Sallallahu Alahi Wasallam Harkat andaza khushbo say hota tha ¤
• KHALIFA'H WAQT kay puchnay par IMAM SAHAB REHMAHULLAH nay farmaya !
menay UMAR BIN KHATTAAB RAZI ALLAHU AUNHU - ALI BIN ABI TAALIB RAZI ALLAHU AUNHU - ABDULLAH BIN MASOOD RAZI ALLAHU AUNHU - ABDULLAH BIN ABBAS RAZI ALLAHU AUNHU aur in kay Shagirdoon ja ILM paaya ¤
• YAHYA BIN MOIN REHMAHULLAH say pucha gaya
• Kiya IMAM SAHAB REHMAHULLAH SIQAH h
ain ? AAP nay 2 baar farmaya
• Siqah hain - Siqah hain ¤
• Muarrikh IBNE KHALKAAN REHMAHULLAH likhtay hain k aap per Qillat e Arbiyat kay siva koi nuqta cheeni nahi ki gayi [SUBHANALLAH] ¤
• HAFIZ IBNE ABI DAWOOD REHMAHULLAH farmatay hain IMAM ABU HANIFA REHMAHULLAH kay mutalliq chey magoiyyaah karnay walay 2 tarah kay loog hain in ki shan say na waaqif ya in kay Haasid ¤
• IBNE MUBARAK nay SUFIYAN SURI REHMAHULLAH say pucha IMAM ABU HANIFA REHMAHULLAH "GEEBAT" karnay say bohot door rehtay hain Dushman hi Q na hoon - farmaya IMAM ABU HANIFA is say balaa tar hay k apni Nekiyoon par Dushman ko musallat karain ¤
• Ye 1 Haqeeqat hay k IMAM SAHAB kay shagirdoon ki in say riwayaat karnay waloon ki aur inhain Siqah o Moutibar kehnay waloon ki tadaad bohot ziyada hay ba nisbat nuqta cheeni karnay waloon kay ¤
• IMAM E AZAM ABU HANIFA REHMAHULLAH KA ILMI PAYA'H •
• SHIDDAAD BIN HAKAM REHMAHULLAH farmatay hay k "IMAM ABU HANIFA say bardh kar may nay koi AALIM nahi dekha" • MAKKI BIN IBRAHEEM REHMAHULLAH farmatay hain "[ABU HANIFA] apnay zamanay kay sub say bardhay AALIM thay ¤
• IMAM WAKEE REHMAHULLAH farmatay hay "May kisi AALIM say nahi mila jo ABU HANIFA say ziyada FAQAHI ho aur in say behtar NAMAZ pardhta ho" ¤
• NAZAR BIN SHAAMIL farmatay "Loog ILM E FIQAH say bay khabar pardhay tha ABU HANIFA nay inhain BEDAAR kiya ¤
• MUHADDIS YAHYA BIN SAEED AL QATTAAN REHMAHULLAH farmatay hain "Hum ALLAH PAAK kay saamnay JHOOT nahi boolsaktay waqay'i ABU HANIFA REHMAHULLAH say bardh kar hum nay FIQAH may kisi ki baat nahi suni is liye Aksar Aqwaal hum nay in kay IKHTIYAAR karliye ¤
• IMAM SHAFAY'I REHMAHULLAH farmatay hain "Tamaam loog FIQAH may ABU HANIFA REHMAHULLAH kay Mohtaaj hain" ¤
• MUHADDIS YAHYA BIN MOIN REHMAHULLAH farmatay hain "FIQAH to bus ABU HANIFA REHMAHULLAH ki hay" ¤
• JAFFAR BIN RABE'E REHMAHULLAH farmatay hay "May 5 Saal IMAM SAHAB ki khidmat may raha may nay in jesa KHAMOSH INSAN nahi dekha ha Jub FIQAH ka maslah pucha jata to khul jatay aur ILM ka DARIYA lagtay thay" ¤
• ABDULLAH BIN ABI DAWOOD REHMAHULLAH farmatay hain "AHL E ISLAM par farz hay k wo apni NAMAZOON may kay baad IMAM ABU HANIFA REHMAHULLAH keliye dua karain" ¤
• SHAFI YUL MAZHAB MUHADDIS KHATEEB TABREZI REHMAHULLAH [743 hijri] nay MISHKAAT SHAREEF jama'a ki phir ALKAMAAL kay name say RAJUL par kitab likhi unhoon nay MISHKAAT may ager chah IMAM SAHAB say koi HADEES naqal nahi ki mager BARKAT kay liye aap ka tazkirah kiya farmatay hain
• "IMAM ABU HANIFA REHMAHULLAH bardhay AALIM thay Sahib e Amal parhezgaar thay Duniyat say bay rugbat aur Eibaadat guzaar thay Uloom e Shariyat may IMAM thay ager cha MISHKAAT may hum nay in say koi Riwaayat nahi li yahaan zikar karnay say hamain garz in say BARKAT haasil karna hay "IMAM SAHAB REHMAHULLAH Uloo martabah aur Aunchay ILM ki aur kiya nishaani hosakti hay" ¤
•Walillahil Humd•

No comments:
Post a Comment