Saturday, 4 August 2018

Sawal: jummah k Roz Azan E Salis Jayz Hai Ya Nahi ?

Aur Azan E Usman Par Tabsara Karny Sy
Pahly
######
Apny Sheikh Uncle fil Uncle Ki Fatawa
Nazreya Ka Ye Fatwa Zaror Mulahiza Karna
Tha.
..
Sawal: jummah k Roz Azan E Salis Jayz Hai
Ya Nahi ?
..
Jawab: Jayz Hai (fatawa Nazreya Jild 1) Aur
esi Fatwa k jild 1 Aur Safah Number 575 ]]
..
Par Ye Abarat Hai..
Yani Jab Hazrat Usman Ka Dor E khilafat
Aaya Aur Logon Ki kasrat Hovi To Hazrat
Usman Ny Azan E
Salis Ka Hukam Diya Chunancha Muqam
Zora Par Ye Azan Di Gai Aur Us k Bad
Musalmanon Ka esi Par Amal Raha Hai Ye
To Hai Ulama E Ghair Muqaliden ka Ftawa
Aur Azan E Salis ka itraf,Khat Kusheda Arbi
Abarat Ka
Jumla Wo Dekheye Ye Khud Bol Rhi Hai k
Hazrat Usman R.z k Dor Sy Musalmanon Ka
es Par Amal
Raha Hai Magar Ghair Muqaliden Ka Amal
Ye Hai k
Wo ijma e Ummat k Khilaf es Par Amal Nhi
Krty Aur enki Masajid Main jummah k Roz
Sirf Ek
Azan Aur Us k Bad Namaz k Lye Aqamat
Hoti Hai..Hazrat Usman R.z Ka Ye Amal
Sary Sahaba Aur
Duniya k Sary Musalmanon ko Pasnd
Aaya..Sirf Nomolod Aur firqa Sahaza Ghair
Muqaliden
Ko Pasnd Na Aaya Kyu k Ye Log Sahaba R.z
k Dushman Hain enko Sahaba Ikram R.z k
Amal Sy
Chir Hai es Firqa Main Rafzeyat Ka Kafi
Ansar Hai

es Ka Shumar Ahle Sunnat Wal Jammat
Main Nahi Bal k Dushmanan E Sahaba Ki
jammat Main Hona Chaheye..ALLAH Tala
Tamam Musalmanon Ko Sirat e
Mustaqem Ki Hidayat De…
..
Aameen Summa Aameen

Talb Dua
Aaqibul islam
طالب علم 

No comments:

Post a Comment