Imam e Azam Abu Hanifa Rh. ki Guztaaqi Karne Waala Ghair Muqallid Ahle Hadees (Qadiyaani) Murtad Hogaya.(Ba-zubaan e Ghair Muqallid Aalim).
…
Hazrat Mufti Hasan Ne Ek Baar Maulana Abdul Jabbar Ghaznawi Ka Ek Waqia
Sunaya.Wo Waqia Yu Tha Ke Amritsar Me Ek Muhalla Me Ahlehadees Hazraat Ki Aksariyat Thi.Waha Abdul Ali Naami Ek Maulwi Imaamat Wa Qitaabat Ke Faraiz Anjaam Dete The.
Wo Madarsa Ghaznawiya Me Maulana Abdul Jabbar Ghaznawi Se Padha Karte
The.Ek Baar Maulwi Abdul Ali Ne Kaha Ke Abu Hanifa Se Toh Mai Acha Aur Bada Hu Kyunke Unhe Sirf 17 Hadeese Yaad Thi Aur Mujhe Unse Kahi Zyaada Yaad
Hai.Is Baat Ki Ittela Maulana Abdul Jabbar Ko Pahuchi ,
Wo Buzurgo Ka Nihaayat Adab Wa Ahteraam Karte The.Inhone Yeh Baat Suni Toh Unka Chehre Mubarak Ghusse Se Shurq Hogaya Inhone Hukum Diya Ke Is Nalayaq (Abdul Wali) Ko Madarse Se Nikaal Do. Wo Talib E Ilm Jab Madarse Se Nikal Gaya Toh Maulana Abdul Jabbar Ghaznawi Ne Farmaaya : Mujhe Aisa Lagta Ke Yeh Anqareeb Murtad Hojaayega.
Mufti Hasan Raavi Hai Hai {Is Waqia Ke} Ke Ek Hafta Na Guzra Tha Ke Wo Shaks Mirzai (Qadiyaani) Hogaya Aur Logo Ne Use Zaleel Karke Masjid Se Nikaal Diya.Is Waqiye Ke Baad Kisi Ne Maulana Abdul Jabbar Ghaznawi Se Sawaal Kiya Hazrat !
Aapko Kaise Ilm Hogaya Ke Wo Anqareeb Kafir Hojayega.Farmaane Lage Ke Jis Waqt Mujhe Iski Gustaaqi Ki Ittela Mili Us Waqt Bukhari Shareef Ki Yeh Hadees Mere Saamne Aagayi Ke :
“ ﻣﻦ ﻋﺎﺩﯼ ﻟﯽ ﻭﻟﯿﺎ ﻓﻘﺪ ﺁﺫﻧﺘﻪ ﺑﺎﻟﺤﺮﺏ ” (Bukhari)
Jis Shaks Ne Mere Kisi Dost Se Dushmani Ki Toh Mai Uski Khilaaf Aailaan E Jung Karta Hu.
Mere Nazar Me Imam Abu Hanifa Rahmatullahi Alai “Wali Allah “ The.Jab Allah Tala Ki Taraf Se Aailaan E Jung Hogaya Toh Jung Me Har Fareeq Dusre Ki Ala Cheez Ko Cheenta Hai Isliye Aise Shaks Ke Paas Imaan Kaise Reh Sakta Tha. (Dawud Ghaznawi : 191-192)

No comments:
Post a Comment