Friday, 21 September 2018

NO RAFAYADAIN ... FROM... BUKHARI SHAREEF ;; KITAB UL AZAAN HADEES 828

NO  RAFAYADAIN ... FROM... BUKHARI SHAREEF ;; KITAB UL AZAAN HADEES 828

Humme Wo Namaz padhni Hain Jo Sahaba Ne Padhi aur Huzoor a.s ne Sahaba ko Sikhayi.

#
Sahabi ne yahan par Dusray Rafayadain ka Zikr nahi kiya aur Pehle ka Kiya.
aur
usool ye hai
السكوت فى معرض البيان البيان
(Silence in the exhibition statement is a statement)
#
Kyu ki Sahabi Yahan pe Namaz Bata Rahe hain aur agar Rafayadain Ruku ke Baad Sahaba Kartay toh Ye Zuroor Bataate.
#
Huzoor a.s ne Beshak Rafayadain Kiya LEKIN phir Chorrd bhi diya..
aur
Sahaba ne bhi chordd diya
Issi liye
IMAM ABU HANIFA AUR IMAM MALIK ke Mazhab main RAFAYADAIN nahi hai Kyu ki WO SAHABA ke dour ke zyada Qareeb thay.
aur
IMAM SHAFI AUR IMAM HANBAL ne IJTIHAADI RAFAYADAIN KI IJAZAT DI. aur Inke 2 ke Muqallideen Jo hain UNKO RAFAYADAIN PE 1 AJAR MILTA HAIN.

JO IN DONO KA MUQALLID HONE KE BAGAIR KARTA HAI WO GALAT KARTA HAI..KYU KI USKE LIYE RAFAYADAIN MANSOOKH HAIN.
Aur
Rafayadain Naa Karna Sunnat Hain.

No comments:

Post a Comment