TAQLID 4 AIMMA KI LEKIN 4 KHALIFA RASHID KI Q NAHI
REPLY TO GMS...
SAWAL : AIMMA ARBA HI KI
KYU TAQLEED KARTE HO
KARNA HAI TO ABU BAKR ,
OMER RAZI ALLAHU ANHUM KI
TAQLEED KARO??
IS TAREEKHE KA SAWAL HUM
SE KIYA JATA HAI.
IMAM NAWAWI SHAFAI RAH
NE APNI SHAHAR AAFAQ KITAB
AL MAJOO SHARAH MUHAZZAB
ME IS BAAT PAR RAUSHNI
DAALI HAI KE AIMMA ARBA KI
KYU TAQLEED KI JATI HAI
IMAM NAWAWI SHAFA’II
LIKHTE HAIN:
“SAHABA IKRAAM(RAZI
ALLAHU ANHUM) aur Quroone
Oola ke Akabir Agarche DARJE
ke AETEBAR se Baad ke
FUQAHAE MUJTAHIDEEN se
BULAND O BARTAR hain,
Lekin unhe itna MAUQA nahi
mila ke Wo apne ILM aur uske
USOOL O FUROO’ ko
Mudawwan aur Munzabit kar
sakte, islye kisi shaqs ke lye
unke FIQHI MAZHAB ki
TAQLEED jayaz nahi, kyu ke un
me se kisi ka MAZHAB
MUDAWWAN nahi hosaka, na
wo Likhi hui SHAKAL me
Maujood hai aur na Mutayyan
taur se uski NISHANDAHI ki
jasakti hai,
Darasal Tadweene Fiqh ka ye
kaam Baad ke AIMMA ne kiya
hai,
Jo Khud SAHABA O TABAEEN ke
Mazahib ke Khausha Cheen
(FAIZ HASIL KARNE WALE) the
aur jinho ne WAQIAAT ke pesh
aane se pehle hi unke EHKAAM
mudawwan kiye aur Apne
MAZAAHIB ke Usool o FIROO’ ko
Wazeh kiya Maslan Imam Malik
(RAH) aur Imam Abu Hanifa
(RAH).”
(AL MAJMOO,SHARAH
MUHAZZAB,JILD 1, SAFHA 91)
SCAN:
REPLY TO GMS...
SAWAL : AIMMA ARBA HI KI
KYU TAQLEED KARTE HO
KARNA HAI TO ABU BAKR ,
OMER RAZI ALLAHU ANHUM KI
TAQLEED KARO??
IS TAREEKHE KA SAWAL HUM
SE KIYA JATA HAI.
IMAM NAWAWI SHAFAI RAH
NE APNI SHAHAR AAFAQ KITAB
AL MAJOO SHARAH MUHAZZAB
ME IS BAAT PAR RAUSHNI
DAALI HAI KE AIMMA ARBA KI
KYU TAQLEED KI JATI HAI
IMAM NAWAWI SHAFA’II
LIKHTE HAIN:
“SAHABA IKRAAM(RAZI
ALLAHU ANHUM) aur Quroone
Oola ke Akabir Agarche DARJE
ke AETEBAR se Baad ke
FUQAHAE MUJTAHIDEEN se
BULAND O BARTAR hain,
Lekin unhe itna MAUQA nahi
mila ke Wo apne ILM aur uske
USOOL O FUROO’ ko
Mudawwan aur Munzabit kar
sakte, islye kisi shaqs ke lye
unke FIQHI MAZHAB ki
TAQLEED jayaz nahi, kyu ke un
me se kisi ka MAZHAB
MUDAWWAN nahi hosaka, na
wo Likhi hui SHAKAL me
Maujood hai aur na Mutayyan
taur se uski NISHANDAHI ki
jasakti hai,
Darasal Tadweene Fiqh ka ye
kaam Baad ke AIMMA ne kiya
hai,
Jo Khud SAHABA O TABAEEN ke
Mazahib ke Khausha Cheen
(FAIZ HASIL KARNE WALE) the
aur jinho ne WAQIAAT ke pesh
aane se pehle hi unke EHKAAM
mudawwan kiye aur Apne
MAZAAHIB ke Usool o FIROO’ ko
Wazeh kiya Maslan Imam Malik
(RAH) aur Imam Abu Hanifa
(RAH).”
(AL MAJMOO,SHARAH
MUHAZZAB,JILD 1, SAFHA 91)
SCAN:
No comments:
Post a Comment