BAAZ MUTASSIB LOGO NE UNWAAN QAYAM KIYA KE
MAA KE SATH ZINA JAYAZ (NAOOZU BILLAH) EK ADNAA SA MUSALMAN ISKO JAYAZ NAHI SAMJAH SAKTA PHIR YE TO HAKEEMUL UMMAT MAULNA ASHRAF ALI THANWI RAH HAI JIN KE ILM KE SAB MOTAQID HAIN.
YE ALAG BAAT HAI KE APKO IKHTELAF HAI MAGAR IKHTELAF ME APNI AKHIRAT KO BHOOL JANA, ISLAM KE MUSALLAM USOOL KE KHILAF POST BANA KAR FB PAR SHARE KARNA,
KYA AISI JHOOTI POST SE GHAIR AUR ANTI ISLAMIC LOBBIES KO MADAD NAHI MILEGI.
MUSALMAN AISA KARENGE TO BJB, RSS......... JAISI MUSALMAN DUSHMAN TANZEEMO KI KYA ZAROORAT.
MERI TAMAM INSAF PASAND BAHIYO SE GUZARISH HAI KE WO POST POORI PADHEN AUR DEKHEN KE MAULAN NE APNE IS MALFOOZ ME KYA BAAT BATAI HAI.
ITNI BADI NASEEHAT KI BAAT KO ZAALIMO NE KYA MATLAB NIKAL KAR AAM KIYA HAI.
KYA YE BAAT SHARE KARTE WAQT ZARA BHI KHAYAL NAHI AYA KE QAYAMAT KE DIN JAWAB DENA PADEGA????
KYA ALLAH TA'ALA AISI BAAT PAR PAKAD NAHI FARMAYENGE????
KYA AAKHIRAT KA YAQEEN NAHI??
JANNAT JAHANNAM KA YAQEEN NAHI???
MERI TAMAM INSAF PASAND BHAIYO SE GUZARISH HAI KE ISE ZAROOR SHARE KAREN KYA PATA KISI KI ANKH KHUL JAYE AUR WO APNI BAATO SE TAAIB HOJAY.
****************==================**************************
MALFOOZ 49)
DEENI HALAAT KI BARBADI KA SABAB
ek saheb ke sawal ke jawab me farmaya ke is necharyat ki badaulat ziada tar logon ki deeni halat barbad hui unke yahan har cheez ka miyar aur madaar mahez aqal hai lekin moti baat hai ke makhlooq ahkaam e KHALIQ ke ihaata kaise karsakti hai aur Aqal bhi to MAKHLOOQ hi hai wo kahan tak parwaz karegi kahin na kahin jakar uski daud zaroor khatm hojayegi.
isi liye sakht zaroorat hai ke ab sab cheezon ko WAHII ke TABEY bana kar kaam me lagey. BIDOON E WAHII(WAHII KE BAGHAIR) ITTEBA KE RAAH KA MILNA KAA RE DARD(NA MUMKIN). pas asal cheez hai WAHII aur agar nari aqal par madaar rahe to aqal ka ek iqteza to ye bhi hai jaisa ke
*** ek shakhs ne kaha tha wo apni MAA se badkari kiya karta tha kisi ne kah ake arey Khabees ye kya harkat hai to kehta hai ke jab mai sara hi uske andar tha to agar mera ek juz(part) uske andar chala gaya to harj kya hua ye hukum bhi to Aqalliyaat me se hosakta hai ek shaqs Goh khaya karta tha aur mana karne par kaha karta tha ke jab ye mere hi andar tha to phir agar mere hi andar chala jawey to usme kya harj to in cheezon ko AQAL ke FATWE se jayaz rakha jawega aise hi ye aj kal ke UQALAA hain gharz aqal ka itteba BIDONE WAHII(wahii k baghair) ke karna bilkul un hi waqiaat ka misdaaq hai chunanche ab bhi natija yahi horaha hai aur hoga ke GOH khawenge aur kha rahe hain aise hi Aqal ki nisbat Maulana romi rah farmate hain
(shaer hai farsi ka)..
aj kal ke AAQIL mahez AAKIL hain Aqal ki ek baat bhi nahi har waqt Akal(kahana) ki fikr hai arey kyu thokaren khate phirte ho jab tak WAHII KA ITTEBA NA KAROGE
MAI BAQASAM ARZ KARTA HUN KE RAH NAHI MIL SAKTA RAAH MILNE KA TAREEQ(RASTA) SIRF INQIYAAD AUR ITA'AT HAI. JAB TAK WAHI KE SAMNE APNI AQAL KO APNI RAAON KO NA MITA DOGE AUR FANA NA KARDOGE US WAQT TAK HARGIZ HARGIZ MANZIL MAQSOOD KA PATA NA CHALEGA.
[MALFOOZAAT HAKIMUL UMMAT J 6, SAFHA 65,68]
AKHIR ME BOHTAN BANDHNE WALO KE LIYE EK QAUL NAQAL KARTA HUN.
MAULANA MUNAZIR AHSAN GEELANI RAH FARMATE HAIN:
"JO NAHI JANTE HAIN WO TO KHAIR JAHIL HAIN LEKIN JAAN KAR BHI *** ULALAM E DEOBAND*** KE MUTALLIQ BOHTAN TARASHIYON AUR TOHMAT HAFIYON KI KHIDMAT JO ANJAAM DE RAHE HAIN UNKO APNE AAMAAL KA MUHASABA USKE SAMNE DENA HOGA JIS KE SAMNE NA MANTIQ CHALEGI AUR NA HI MAULWIYANA PAINTERY KAAM AYENGE."
(HASHIYA SAWANEH QASMI 1/332)
KHUDARA APNE IN BEHUDA AMAAL SE TAUBA KARLEN YE ISLAM KI KHIDMAT NAHI ISLAM KI JADON KO KHOKHLA KARNA HAI.
ASAL BOOK KA SCAN PAGE TAAKE QAARI KO POORI TASALLI HOJAYE
ALLAH TA'ALA TAMAM MUSALMANO KO HASAD, KEENA , BUGHZ SE BACHAYE AUR HAQ BAAT KEHNE KI TAUFEEQ ATA FARMAYE.
AMEEN

No comments:
Post a Comment