ﻏﯿﺮﻣﻘﻠﺪﯾﻦ ﮐﯽ ﯾﮧ ﺍﻧﺘﮩﺎﺋﯽ ﺑﺪﻧﺼﯿﺒﯽ ﮨﮯ ﮐﮧ ﻣﺎﻧﻨﮯ ﭘﮧ ﺁﺋﯿﮟ ﺗﻮ ﺍﭘﻨﯽ ﺧﻮﺍﮨﺸﺎﺕ ﻧﻔﺴﺎﻧﯿﮧ ﮐﻮ ﻗﺮﺁﻥ ﻭ ﺣﺪﯾﺚ ﮐﺎ ﺩﺭﺟﮧ ﺩﯾﮑﺮ ﻣﺎﻥ ﻟﯿﮟ .
ﺍﻭﺭ ﺍﮔﺮ ﻧﮧ ﻣﺎﻧﻨﮯ ﭘﺮ ﺁﺋﯿﮟ ﺗﻮ ﺍﻣﺖ ﮐﮯ ﺍﺟﻤﺎﻋﯽ ﻓﯿﺼﻠﻮﮞ ﮐﻮ ﻗﺮﺁﻥ ﻭ ﺣﺪﯾﺚ ﮐﺎ ﻣﺨﺎﻟﻒ ﻗﺮﺍﺭ ﺩﯾﮑﺮ ﻣﺴﺘﺮﺩ ﮐﺮﺩﯾﮟ .
ﮨﺮ ﺫﯼ ﺷﻌﻮﺭ ﺟﺎﻧﺘﺎ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺣﻀﺮﺕ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﻋﻈﻢ ﺍﺑﻮ ﺣﻨﯿﻔﮧ ﺭﺣﻤﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﮐﻮ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﻋﻈﻢ ﮐﺎ ﺟﻮ ﻟﻘﺐ ﻣﻼ ﺍﺳﭙﺮ ﭘﻮﺭﯼ ﺍﻣﺖ ﮐﺎ ﺍﺟﻤﺎﻉ ﮨﮯ ﺣﺘﯽ ﮐﮧ ﺧﻮﺩ ﻏﯿﺮﻣﻘﻠﺪﯾﻦ ﮐﯽ ﺍﭘﻨﯽ ﮐﺘﺐ ﺑﮭﺮﯼ ﭘﮍﯼ ﮨﯿﮟ .
ﻟﯿﮑﻦ ﻏﯿﺮﻣﻘﻠﺪﯾﻦ ﮐﯽ ﻧﺴﻞ ﺟﺪﯾﺪ ﺣﻀﺮﺕ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﻋﻈﻢ ﺍﺑﻮ ﺣﻨﯿﻔﮧ ﺭﺣﻤﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﮐﮧ ﺍﺱ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﻋﻈﻢ ﮐﮯ ﻟﻘﺐ ﭘﮧ ﺑﮭﯽ ﻣﻌﺘﺮﺽ ﮨﮯ .
ﺍﺱ ﮐﺎ ﺩﻋﻮﯼ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﻋﻈﻢ ﺗﻮ ﺻﺮﻑ ﺁﻧﺤﻀﺮﺕ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﯿﻪ ﻭﺳﻠﻢ ﮐﯽ ﺫﺍﺕ ﺍﻗﺪﺱ ﮨﮯ .
ﮐﻮﺋﯽ ﺍﻣﺘﯽ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﻋﻈﻢ ﮐﯿﺴﮯ ﻗﺮﺍﺭ ﺩﯾﺎ ﺟﺎﺳﮑﺘﺎ ﮨﮯ ؟؟؟
ﻏﯿﺮﻣﻘﻠﺪﯾﻦ ﺣﻀﺮﺍﺕ ﻧﺒﯽ ﻭ ﺍﻣﺘﯽ ﮐﺎ ﺗﻘﺎﺑﻞ ﻗﺎﺋﻢ ﮐﺮﻧﮯ ﻣﯿﮟ ﺫﺭﺍ ﺑﮭﯽ ﺣﺠﺎﺏ ﻣﺤﺴﻮﺱ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﮯ ﺣﺎﻻﻧﮑﮧ ﺍﮨﻠﺴﻨﺖ ﻭﺍﻟﺠﻤﺎﻋﺖ ﮐﮯ ﮨﺎﮞ ﺍﺱ ﮐﺎ ﺗﺼﻮﺭ ﺑﮭﯽ ﮐﻔﺮ ﮨﮯ .
ﺍﯾﮏ ﭘﻤﻔﻠﭧ ﻏﯿﺮﻣﻘﻠﺪﯾﻦ ﮐﯽ ﻃﺮﻑ ﺳﮯ ﺍﯾﺴﺎ ﮨﯽ ﺷﺎﺋﻊ ﮨﻮﺍ . ﺗﻮ ﺣﻀﺮﺕ ﻣﻮﻻﻧﺎ ﻣﺤﻤﺪ ﺍﻣﯿﻦ ﺻﻔﺪﺭ ﺍﻭﮐﺎﮌﻭﯼ ﺭﺣﻤﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﻧﮯ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﮐﮧ ﺍﮔﺮ ﺍﻣﺘﯽ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﻋﻈﻢ ﻧﮩﯿﮟ ﺑﻦ ﺳﮑﺘﺎ ﺗﻮ ﺍﻣﺘﯽ ﺻﺪﯾﻖ ﺍﮐﺒﺮ ﮐﯿﺴﮯ ﺑﻦ ﺳﮑﺘﺎ ﮨﮯ ؟
ﮐﯿﻮﻧﮑﮧ ﭘﯿﻐﻤﺒﺮ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﯿﻪ ﻭﺳﻠﻢ ﺳﮯ ﺑﮍﮪ ﮐﺮ ﺳﭽﺎ ﮐﻮﻥ ﮨﮯ ؟
ﭘﮭﺮ ﺍﻣﺘﯽ ﻓﺎﺭﻭﻕ ﺍﻋﻈﻢ ﮐﯿﺴﮯ ﺑﻦ ﺳﮑﺘﺎ ﮨﮯ ؟؟؟
ﮐﯿﻮﻧﮑﮧ ﭘﯿﻐﻤﺒﺮ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﯿﻪ ﺳﮯ ﺑﮍﮪ ﮐﺮ ﺣﻖ ﻭ ﺑﺎﻃﻞ ﮐﮯ ﺩﺭﻣﯿﺎﻥ ﻓﺮﻕ ﮐﺮﻧﮯ ﻭﺍﻻ ﮐﻮﻥ ؟؟؟
ﺍﻣﺘﯽ ﻗﺎﺋﺪ ﺍﻋﻈﻢ ﮐﯿﺴﮯ ﺑﻦ ﺳﮑﺘﺎ ﮨﮯ ﮐﯿﻮﻧﮑﮧ ﭘﯿﻐﻤﺒﺮ ﺻﻠﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﯿﻪ ﺳﮯ ﺑﮍﮪ ﮐﺮ ﻗﯿﺎﺩﺕ ﻋﻈﻤﯽ ﮐﺲ ﮐﯽ ﮨﻮﺳﮑﺘﯽ ﮨﮯ ؟؟؟
ﯾﮩﺎﮞ ﯾﮧ ﺑﺎﺕ ﺫﮨﻦ ﻧﺸﯿﻦ ﺭﮨﮯ ﮐﮧ ﮨﻢ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﺑﻮ ﺣﻨﯿﻔﻪ ﺭﺣﻤﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﮐﻮ ﻓﻘﮧ ﮐﺎ ﺍﻣﺎﻡ ﻣﺎﻧﺘﮯ ﮨﯿﮟ ﻧﺒﻮﺕ ﮐﺎ ﻧﮩﯿﮟ . ﺍﻭﺭ ﺟﺐ ﻭﮦ ﻓﻘﮧ ﮐﮯ ﺍﻣﺎﻡ ﮨﯿﮟ ﺗﻮ ﺍﻥ ﮐﺎ ﺗﻘﺎﺑﻞ ﺑﮭﯽ ﻓﻘﮩﯽ ﺍﺋﻤﮧ ﺳﮯ ﮨﻮﮔﺎ . ﯾﻌﻨﯽ ﻭﮦ ﻓﻘﮩﯽ ﺍﺋﻤﮧ ﺍﻣﺎﻡ ﻣﺎﻟﮏ ﺭﺣﻤﻪ ﺍﻟﻠﻪ ، ﺍﻣﺎﻡ ﺷﺎﻓﻌﯽ ﺭﺣﻤﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﻭ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﺣﻤﺪ ﺑﻦ ﺣﻨﺒﻞ ﺭﺣﻤﻪ ﺍﻟﻠﻪ ﮐﮯ ﻣﻘﺎﺑﻞ ﺍﻣﺎﻡ ﺍﻋﻈﻢ ﮨﯿﮟ .
ﯾﮩﺎﮞ ﯾﮧ ﺫﮐﺮ ﮐﺮﺗﺎ ﭼﻠﻮ ﮐﮧ ﻏﯿﺮﻣﻘﻠﺪﯾﻦ ﮐﯽ ﯾﮧ ﺍﯾﮏ ﺑﺮﯼ ﻋﺎﺩﺕ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺟﺐ ﮐﻮﺋﯽ ﺷﺨﺺ ﮐﺴﯽ ﺑﺎﺕ ﮐﻮ ﺳﻤﺠﮭﺎﻧﮯ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ ﻣﺜﺎﻝ ﺩﮮ ﮐﺮ ﺑﺘﺎﺗﺎ ﮨﮯ ﺗﻮ ﻏﯿﺮﻣﻘﻠﺪﯾﻦ ﺍﺱ ﺷﺨﺺ ﮐﯽ ﺍﺳﯽ ﺑﺎﺕ ﮐﻮ ﻏﻠﻂ ﭘﯿﺮﺍﺋﮯ ﻣﯿﮟ ﻟﮯ ﺟﺎﺗﮯ ﺍﻭﺭ ﺷﻮﺭ ﻣﭽﺎﺗﮯ ﮨﯿﮟ ﮔﻮﯾﺎ " ﺍﻟﭩﺎ ﭼﻮﺭ ﮐﻮﺗﻮﺍﻝ ﮐﻮ ﮈﺍﻧﭩﮯ " ﺍﺱ ﻣﺜﺎﻝ ﭘﺮ ﯾﮧ ﻏﯿﺮﻣﻘﻠﺪ ﭘﻮﺭﺍ ﺍﺗﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ . ﺍﺱ ﮐﯽ ﺍﺻﻞ ﻭﺟﮧ ﯾﮧ ﮨﮯ ﮐﮧ ﺟﺐ ﺍﻥ ﺳﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺟﻮﺍﺏ ﻧﮩﯿﮟ ﺑﻦ ﭘﮍﺗﺎ ﺗﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ ﮐﮯ ﺣﺮﺑﮧ ﺍﺳﺘﻌﻤﺎﻝ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ . ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽ ﺳﮯ ﺩﻋﺎ ﮨﯿﮟ ﮐﮧ ﺍﻥ ﻏﯿﺮﻣﻘﻠﺪﯾﻦ ﮐﻮ ﮨﺪﺍﯾﺖ ﺩﯾﮟ ﺍﻭﺭ ﺻﺤﯿﺢ ﺑﺎﺕ ﺳﻤﺠﮭﻨﮯ ﺍﻭﺭ ﻣﺎﻧﻨﮯ ﮐﯽ ﺗﻮ ﺗﻮﻓﯿﻖ ﻋﻄﺎ ﻓﺮﻣﺎﺋﯿﮟ . ﺁﻣﯿﻦ ﺛﻤﮧ ﺁﻣﯿﻦ
ﺍﻟﻠﮭﻢ ﺍﺣﻔﻈﻨﺎ ﻣﻦ ﺷﺮﻭﺭ ﻏﯿﺮﺍﻟﻤﻘﻠﺪﯾﻦ
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Germuqallideen ki ye intehaayi bad naseebi hay k mannay par aaye to apni khuwahishaat e nafsaniya'h ko Quran o Hadees ka darjah day kar maan lain .
Aur ager na mannay per aayain to ummat kay ijmaayi fesloon ko Quran o Hadees ka mukhalif qaraar day kar mustarad kardain .
Her zi shauoor janta hay k Hazrat Imam E Azam Abu Hanifa'h Rehmahullah ko jo laqab mila is per puri ummat ka ijma'a hay hatta'a k khud Germuqallideen ki apni kutub bhari pardhi hain .
Lekin Germuqallideen ki nasal jadeed Hazrat Imam E Azam Abu Hanifa'h Rehmahullah k is IMAM E AZAM kay laqub pay bhi muta'ariz hay .
Iska ka dawa'a hay k IMAM E AZAM to sirf AANHAZRAT SALLALLAHU ALAHI WASALLAM ki zaat e aqdas hay . Koi ummati IMAM E AZAM kesay qaraar diya jasakta hay ???
Germuqallideen hazraat Nabi o Ummati ka taqaabul qayim karnay may zara bhi hijaab mehsoos nahi kartay halaankay AHLE SUNNAT WAL JAMA'AT kay haan is ka tasawwur bhi KUFR hay .
1 Pumflit Germuqallideen ki taraf say aesa hi shay'e huwa .
To Hazrat Moulana Muhammad Ameen Safdar Okarvi Rehmahullah nay farmaya k ager
Ummati IMAM E AZAM nahi bansakta to ummati Siddiqui e Akbar kesay bansakta ha ???
Kiyoonkay PEGAMBER SALLALLAHU ALAHI WASALLAM say bardh kar sachcha kon ???
Phir ummati FAROOQ E AZAM kesay ban sakta hay ???
Kiyoonkay PEGAMBER SALLALLAHU ALAHI WASALLAM say bardh kar Haq o Baatil kay darmiyaan farq karnay wala kon ???
Ummati Quaid e Azam kesay ban sakta hay Kiyoonkay PEGAMBER SALLALLAHU ALAHI WASALLAM say bardh kar qiyaadat e uzma kis ki hosakti hay ???
[[[ YAHA YE BAAT ZEHAN NASHEEN RAHAY K HUM IMAM ABU HANIFA'H REHMAHULLAH KO FIQAH KA IMAM MANTAY HAIN NUBUWWAT KA NAHI ]]] or jub wo fiqah kay imam hain to in ka taqaabul bhi Faqahi Aayimmah say hoga , yani wo Faqahi Aayimmah Imam Malik Rehmahullah , Imam Shafayi Rehmahullah o Imam Ahmed Bin Hunble Rehmahullah kay IMAM E AZAM hain ¤
Yahaan ye ziker karta chaloon k Germuqallideen ki ye 1 buri Aadat hain k jub koi shukhsh kisi baat ko samjhanay kay liye misaal day kar batata hay to Germuqallideen is shukhsh ki isy baat ko galat peraaye may lay jatay aur shoor machaatay hain gaya "ULTA CHOR KOTUWAAL KO DAANTAY" is misaal per ye Germuqallid pura autertay hain . Is ki asal waja ye hay k jub in say koi jawab nahi ban pardhta to is tarah kay harba'h istemaal kartay hain .
ALLAH TA'ALA say dua'a hain k in Germuqallideen ko hidaayat dain aur saheeh baat samajhnay aur mannay ki toufeeq ataa farmayain
Talb Dua
Aaqibul islam
طالب علم

No comments:
Post a Comment