Saturday, 1 December 2018

GHAIR MUQALLID Aur MUHAQQIQ ME FARQ

***** GHAIR MUQALLID Aur MUHAQQIQ
ME FARQ *****
GHAR MUQALLID wo hota hai jo jaahil ho
aur apne Ghair Muqallid Aalim ki baaton
par ANDHI TAQLEED kare aur Agar
Tahqeeq bhi kare to Yak Tarfa Tahqeeq
kare aur Fiqah me kyun kaha gaya aur
Quran o Hadees ki kon si daleel di gayi
iski taraf dekhna bhi gawara na kare.
MUHAQQIQ wo hota hai jo Do Tarfa
Tahqeeq karta hai. Jo bazaat'e khud Fiqah
ka Mutalli'a Quran o Hadees ki Roshni me
karta hai aur har MUHAQQIQ insha-Allah
HAQ ko zarur pa leta hai.
GHAIR MUQALLID aur MUHAQQIQ me yahi
farq hai k Ghair Muqallid apne Ghair
Muqallid Aalim ki ANDHI TAQLEED karta
hai.... khud bhi Gumrah hota hai aur
doosre bhole bhaale Musalman bhaiyo ko
bhi Gumrah karta hai.
Wa-Ma Alaina illal Balagh

No comments:

Post a Comment