UMAR (raziallahu anhu) KE DAUR ME 20 RAKA'T TARAAWEEH
Sanad (Chain): Ahmed bin Manee’ »» Al-Hasan bin Moosa »» Abu Ja’far Ar-Raazi »» Ar-Rabee’ bin Anas »» Abul Aaliyah (rahmatullāhi alaihim) »» Ubayy bin Ka’ab (raziallāhu ta'ala anhu)
Matn (Text): Umar bin Khattāb (raziallāhu ta’ala anhu) ne Unhei’n (Ubayy bin Ka'b ko) Ramazān ki Raat me Namāz (Tarāweeh) Parhāne ka Hukm dete hue farmāya: “Log Din me Rozah rakhte hain aur wo Behter Taur per Qira’t Nahi kar sakte, Agar Aap Raat (Tarāweeh Ki Namāz) me Qira’t karei’n to Behter hoga.”
To farmāya: “Ae Ameerul-Mu’mineen.! Ye Aisa Amal hai Jo Ab tak (Mustaqil taur per Ba-Jama’t) Nahi hua.”
To Umar (raziallāhu ta’ala anhu) ne farmāya: “Yaqeenan Main Jaanta hoon, Lekin Ye Achha Kaam hai.”
Pas Aap (Ubay bin Ka’ab (raziallāhu ta’ala anhu)) ne 20 Raka’t (Tarāweeh) Parhāyi.
ﺃﺧﺒﺮﻧﺎ ﺃﺑﻮ ﻋﺒﺪ ﺍﻟﻠﻪ ﻣﺤﻤﻮﺩ ﺑﻦ ﺃﺣﻤﺪ ﺑﻦ ﻋﺒﺪ ﺍﻟﺮﺣﻤﻦ ﺍﻟﺜﻘﻔﻲ – ﺑﺄﺻﺒﻬﺎﻥ – ﺃﻥ ﺳﻌﻴﺪ ﺑﻦ ﺃﺑﻲ ﺍﻟﺮﺟﺎﺀ ﺍﻟﺼﻴﺮﻓﻲ، ﺃﺧﺒﺮﻫﻢ – ﻗﺮﺍﺀﺓ ﻋﻠﻴﻪ – ﺃﻧﺎ ﻋﺒﺪ ﺍﻟﻮﺍﺣﺪ ﺑﻦ ﺃﺣﻤﺪ ﺍﻟﺒﻘﺎﻝ، ﺃﻧﺎ ﻋﺒﻴﺪ ﺍﻟﻠﻪ ﺑﻦ ﻳﻌﻘﻮﺏ ﺑﻦ ﺇﺳﺤﺎﻕ، ﺃﻧﺎ ﺟﺪﻱ ﺇﺳﺤﺎﻕ ﺑﻦ ﺇﺑﺮﺍﻫﻴﻢ ﺑﻦ ﻣﺤﻤﺪ ﺑﻦ ﺟﻤﻴﻞ، ﺃﻧﺎ ﺃﺣﻤﺪ ﺑﻦ ﻣﻨﻴﻊ، ﺃﻧﺎ ﺍﻟﺤﺴﻦ ﺑﻦ ﻣﻮﺳﻰ، ﻧﺎ ﺃﺑﻮ ﺟﻌﻔﺮ ﺍﻟﺮﺍﺯﻱ، ﻋﻦ ﺍﻟﺮﺑﻴﻊ ﺑﻦ ﺃﻧﺲ، ﻋﻦ ﺃﺑﻲ ﺍﻟﻌﺎﻟﻴﺔ، ﻋﻦ ﺃﺑﻲ ﺑﻦ ﻛﻌﺐ : ﺃﻥ ﻋﻤﺮ ﺃﻣﺮ ﺃﺑﻴﺎ ﺃﻥ ﻳﺼﻠﻲ ﺑﺎﻟﻨﺎﺱ ﻓﻲ ﺭﻣﻀﺎﻥ، ﻓﻘﺎﻝ : ﺇﻥ ﺍﻟﻨﺎﺱ ﻳﺼﻮﻣﻮﻥ ﺍﻟﻨﻬﺎﺭ ﻭﻻ ﻳﺤﺴﻨﻮﻥ ﺃﻥ [ ﻳﻘﺮﺅﻭﺍ ] ﻓﻠﻮ ﻗﺮﺃﺕ ﺍﻟﻘﺮﺁﻥ ﻋﻠﻴﻬﻢ ﺑﺎﻟﻠﻴﻞ . ﻓﻘﺎﻝ : ﻳﺎ ﺃﻣﻴﺮ ﺍﻟﻤﺆﻣﻨﻴﻦ ﻫﺬﺍ [ ﺷﻲﺀ ] ﻟﻢ ﻳﻜﻦ .! ﻓﻘﺎﻝ : ﻗﺪ ﻋﻠﻤﺖ، ﻭﻟﻜﻨﻪ ﺃﺣﺴﻦ . ﻓﺼﻠﻰ ﺑﻬﻢ ﻋﺸﺮﻳﻦ ﺭﻛﻌﺔ .
[Musnad Ahmed bin Manee’ Ba-Hawāla Al-Ahādees Al-Mukhtārah, Jild: 3/ Safha: 367, Raqam# 1161]
[Kanzul Ummāl, 8/409, Raqam# 23471 (Muassasa Risaala)]
[It’hāf Al-Khiyara Lil Busayri 2/384 (Dār Al-Watan Lin Nasr)]
[Jāmi’ Al-Ahādees, 26/72, Raqam# 28604]
Is Hadees ke Raavi Abu Ja’far Ar-Raazi (rahimahullah) ke HIFZ per Ba'z Muhaddiseen ne Jarh ki hai Magar Muhaddiseen ki AKSARIYAT ne Un ki Ta'deel ki hai balke MUFASSAR TA'DEEL ki hai.
Abu Hātim Ar-Raazi (rahimahullah) farmāte hain:
نا عبد الرحمن قال سمعت ابى يقول أبو جعفر الرازي ثقة صدوق صالح الحديث.
Abu Ja’far Ar-Raazi SIQAH, SADOOQ, SAALIHUL HADEES hain. [Al-Jarah wa Ta’deel Li Ibn Abi Hātim, 6/281, Raqam# 1556]
Lihāza Ye Hadees Abu Ja'far Ar-Raazi ki wajah se HASAN (Good) DARJAH ki hai...

No comments:
Post a Comment