#محمد_سلمان_شیخ
Naami Victorian La Mazhab Ka Operation no 8
Haqeemul Ummat Hazrat Maulana Ashraf Ali Thanwi RahimaUllah Par Mureed Ko Kalima Padhane Ke Bohtan Ka Muh Tod Jawab ( Bedaari Me Durood Ka Jawab
BismillahHirrahmaNirraheem
Be Ikhteyari Me Durood Padhlene Par Hazrat Thanwi RH. Par Jo Ilzam Hai Uska Jawab Mulaheza Farmayen.
Aitraz: Ke Hazrat Us Shaqs Ne Bedaari Me Durood Padha…Alla Humma Salli Ala Sayyedana Wa Nabibyyina Wa Maulana Ashraf Ali …
Jawab : Pehli Baat To Raza Khanio Ne Ye Ibarat Kant Chhant Kar Pesh Ki Thi Ibarat Poori Pesh Hi Nahi ki thi Aur Ab Victorian Ne Bhi.Kamaal Kar Dekhaya Barelvi hazraat Se Yeh Udhar Le Kar Aetraaz kiya.Ibarat Mulaheza Farmayen.
“ Rasool Ullah ﷺ Par Durood Padhta Hun Lekin Phirbhi Ye Kehta Hun Alla Humma Salli Ala Sayyedana Wa Nabibyyina Wa Maulana Ashraf Ali Halanke Ab Bedaar Hun Khwab Nahi Lekin Be Ikhteyaar Hun Majboor Hun Zabaan Apne Kaabu Me Nahi ” ( Risala Al Imdaad-Page-35)
Ghair Muqallideen Hazrat Ke Liye Bhi Lamha-E-Fiqria
Mai Samjhta Hun Ki Pichle Jawaab Ka Aap Par Asar Hua Hoga Or Me Ghair Muqallideen Ke Liye Pichhla Jawab Kaafi Samajhta Hun Lekin Unke Aaj Ek Hadees Pesh E Khidmat Hai Jo Unko Hazam Ho Jayegi Sahih Muslim Me Ek Riwayat Maujood Hai.
Ek Hadees Me Aata Hai Ki Ek Shaqs Ne Ye Alfaz Kahe Ke “ Parwardigar Tu Mera Banda Me Tera Rabb ”( Sahi Muslim Shareef-Page-1099 Hadees No-2748)
Jese Ke Apne Padha Ke Us Shaqs Ne Halat E Bedaari Me Kaha Ki “ Parwardigar Tu Mera Banda Me Tera Rabb ”To Kya Is Shaqs Par Aqa Alayhissalam Ne Hadd Lagayi Thi ???
Balke Rasool Ullah ﷺ Ne Farmaya
“ Beshaq Allah Ne Meri Ummat Se Khata Aur Nisyaan Aur Jis Cheez Par Unko Majboor Kiya Gaya Ho Ke Muakhzah Se Darguzar Farmaya Hai ”.( Mustadrak Al Hakim-Jild-3-Page-198 )
Ye Riwayat Yahi Mazmon Me Kuchh Mukhtalif Alfazon Ke Saath Bhi Aayi Hai Mulaheza Farmayen.
( Musnad Al Shamiyyeen-Jild-2-Page -152 )
MUSNAD-AL SHAMIYYEEN-JILD-2-PAGE-152.png
( Sahi Ibn Hibban-Jild-16-Page-202 )
Scan:SAHI IBN HIBBAN-JILD-.png
( Sunan Ibn Maja-475 )
Scan:SUNAN IBN MAJA -475.png
( Sharah Ma’ani Al Asaar Tahawi-Jild-3-Page-95 )
Scan:SHARAH MA'ANI AL AASAAR-JILD-.png
( Mu’ajjam Ausat Tabraani-Jild-8-Page-161 )
Scan:MU'AJJAM AUSIT TABRANI-JILD-.png
( Mawariduz Zamaan-JIld5-Page-44 )
Scan:MAWARIDUZ ZAMAAN-JILD-5-44.png
Jub Aqa Alayhissalatu Wassalam Ne Koi Hadd Nahi Lagai Or Allah Bhi Mu’aaf Farma Deta Hai To Victorian Ghair Muqaldeen aur Raza Khanio Ka Isme Dakhal Kyun ???
Ek Hadees Me Aata Hai
Aur Hadees Me Hai Ke 3 Aadmi Marfu Ul Qalam Nahi Hain ( Yaani Shar’ii Qanoon Ki Zadd Se Mehfooz ) Unme Se Ek Soone Waala Hai Jab Tak Ke Wo Bedaar Na Ho.( Mustadrak Al Haakim : Jild-Page-67/68 )
Ilzaami Jawab Mulaheza Farmayen Barelviyon Ko Jo Hazam Na Ho
Ek Waqia Mulaaheza Farmaaya
1. Sultan Ul Aarifeen Siraaj Ul Saalikeen Hazrat Khuwaja Nizaamuddin Chishti Rh. Ne Yeh Hikaayat Bayaan Farmaayi Ke Hazrat Shibli Rh. Ki Khidmat Me Ek Shaks Mureed Hone Ke Waaste Haazir Huwa Shaik Shibli Rh. Ne Irshaad Farmaaya Ke Mai Tujh Ko Ek Shart Par Mureed Karta Hu Ke Jo Kuch Mai Irshaad Farmaao Toh Usko Bajaala , Usne Qubool Kiya Shaykh Shibli Rh. Ne Farmaaya Ke Acha Kalima Kis Tarah Padhte Ho ? Usne Laailaaha Illallah Muhammedur Rasoolullah Padha.Aap Ne Farmaaya Ke Is Tarah Padho Laailaaha Illallah Shibli Rasoolullah Kyunke Yeh Shaqs Aqeede Me Raasikh Tha Fauran Padhne Laga Laailaaha Illallah Shibli Rasoolullah.
Hazrat Shibli Rh. Fauran Ro Padhe Aur Irshaad Farmaaya Ke Mai Kaun Hun Anhazrat Saw Ke Ghulaam Se Khud Ko Mansoob Karna Be-Adbi Samajhta Ho Che Jaaye Ke Unki Baraabari Ka Dawa Karo Yeh Amr Sirf Teri Husn E Aqeedat Ke Dariyaaft Ke Waaste Tha.
Fawaid Al Fawaid Urdu Tarjuma : Page 427 Matbua Maktaba Zaawya

No comments:
Post a Comment