Sunday, 30 August 2020

مکاتب رشیدیہ کی عبارت کی وضاحت

Wazaahat : Yeh Hai Ke Jis Dil Me Takabbur Ho Us Dil Me Allah Nahi Aasakta Hai Isliye Ke Mutakabbir Aadmi Apne Ko Bada Samjhta Hai.

Yaha Par Hazrat Yeh Bataana Chaahte Hai Ke Ya Allah ! Jis Dil Me Mai Yaani (Takabbur ) Ho Us Dil Me Allah Nahi Aasakta Aur Jis Dil Me Allah Aur Takabbur Dono Maujood Ho Yeh Toh Shirk Hai (Isliye Hazrat Farmaate Hai “Mai ( Takabbur) Aur Tu ( Zaat E Baari Tala ) Khud Shirk Dar Shirk Hai “ )

Aur Aage Shirk Se Bachne Ke Liye Kehrahe Hai Ke  “Astagfirullah Astagfirullah Astagfirullah Laa-Haula-Walaa Quwata Illaa-Billaah“.

Aur Nadaan-Juhaala Ka Kaam Hi Yahi Hai Ke Wo  Ahle Haq Ki Aisi Saaf Ibaarato Ko Ghalat Tariqe Se Pesh Karte Aur Awaam Me Ulama E Haq Par Kufr Fatwe Lagaate Hai.

Ghair Muqallideen Hazraat Se Sawaal :

Nawaab Siddiq Hasan Khansahaab Rh. Likhte Hai Ke

Yaani Raat Ke Waqt Ragheeb Ne Hamaare Darmiyaan Duri Paida Karne Ki Koshish Ki Toh Maine Apne Mehboob Ke Saat Is Tarah Mu’anaqa Kiya Ke

Ta-Hum Bilkul Ek Hogaye Jab Ragheeb Aaya Toh Use Ek Alaawa Dusra Nazr Nahi Aaya.

Is Mazmoon Ko Ek Farsi Sha’ar Me Naql Karne Ke Baad Nawaab Sahaab Rh. Mausoof Farmaate Hai Aur Ajam Nahi Yahi Log (Ahle Hadees) Muhabbat Aur Ittehaad Waale Balke Haq Ki Baat Yeh Hai Ke Yahi Log Wahdat E Mutlaq Ke Maalik Hai. (At-Taajar Mukallal : Safa 90)

 

Ab Hamaare Ghair Muqallideen Aur Unke Khateeb Tausuf Ur Rehman Sahaab  Se Sawaal Hai Ke Yeh Kehne Ke “Ta-Hum Bilkul Ek Hogaye Jab Ragheeb Aaya Toh Use Ek Alaawa Dusra Nazr Nahi Aaya “

Yeh Quraan Kis Aayaat Saabit Hai.

Kaunsi Aisi Hadees E Rasool Jisme Is Tarah Ka Mazmoon Maujood Hai.

Note : Jawaab Ahadees E Sahiya Se Di , Qiyaas Karke Shaitaan Aur Taqleed Karke Mushrik


شرک در شرک 

جو میں ہے وہ تو ہے

 حضرت تھانوی 

حضرت گنگوہی 

رشید

 مکاتیب رشیدیہ



No comments:

Post a Comment