tirmizi ne hazrat ibn e umer r.a wali hadees b zikar ke he jis main ye alfaz hain
ورفع اصبعھ التی تلی الا بھام عدعو بھا
yani ALLAH ke Rasool
صلی اللہ علیہ وسلم
shahadat ke ungli uthakr dua farmaty imam tirmizi r.a is hadees ko zikar kr ke farmaty hain.
والعمل علیھ عند بعض اھل العلم من اصحاب النبی صلی اللھ علیھ وسلم و التابعین یختارون الا شارة فیالتشھد وھو قول اصحابنا۔
Yani sahaba o tabyeen main se kuch logun ka yahi mukhtar mazhab he ke tashahud main ishara krna he aur yehi humry ashab ka b mazhabhe (yani tmam mohadseen ka b yehi mazhab he)
is hadees pr gair muqalid firqa Ahle hadees ka amal q nhi wo hilaate rehte hai ungli jb ki ishara ka zikr hai
No comments:
Post a Comment