Alert Alert Alert ❗
*FITNA E GHAMIDIYAT KE AQAID PAR EK NAZAR…*
MILLAT-E-ISLAMIYA KE KHILAF YAHOOD WA NASARA KI EK NAYI SAZISH.
Maujooda daur khatarnak fitno ka daur ka, ek fitna khatam nahi hota ki dusra paida ho jata hai. Is daur mein har musalman ko apne iman ki salamti ki hifazat ke liye koshsh aur dua karna chaiye, kyunki iman hai to sab kuch hai. Sahib E Iman deen wa Duniya ki har ne’amat se mala mal hoga jabki naqis iman wale ki ibadat fizool aur duniya wa akhirat bekar hai. is waqt Qadyani lanati fitna Alam E Islam ko naqabil talafi nuqsan pahuncha raha hai. aise mein yahood wa hanood ki mali sarparasti mein parwan chadhne wala ek naya FITNA GHAMDIYA bhi paida ho gaya chuka hai. is FITNE ka bani Javed Ghamidi hai jo Model Town, Lahor, Pakistan mein apna ek idara chala raha hai. Wo zaheen aur shatir hone ke sath sath talbees wa amezish aur ek he bat ki kayi tadleele karne ka khoob mahir hai. Fitna Ghamidiya, Islam ke khilaf ek bhayanak sazish hai jiska QALA QAMA har musalman ka farz hai.
Aaiye ek nazar Ghamidi Lanati ke AQAID par dalte hain.
1. Murtad ke liye aur Gustakh-e-Rasool (SAWW) ke liye qatal ki saza nahi hai. (Burhan Safa 140, Taba’a Chaharrum June 2006).
2. Hadhrat Isa A.S. wafat pa chuke hain, wo qurbe qayamat mein dobarah duniya mein nahi ayenge. (Meezan Hissa Awwal Safa 2,23,24 – Taba 1885)
3. Tasawwuf Zalalat wa Gumrahi hai. (Burhan safa 156).
4. Roz E Qayamat Huzoor Nabi-e-Kareem SAWW, ALLAH ke samne kisi ki bhi Shafat na kar sakenge. (Meezan Safa 146 to 149).
5. Huzoor Nabi-e-Kareem SAWW ki rohlat ke ba’ad kisi shakhs ko kafir qarar nahi diya ja sakta. (Mahanama Ashraq December 2000 Safa 54 – 55).
Iska matlab ye hau ki Qadyani kafir nahi hain. (Nauzubillah).
6. Sharabnoshi par koi sharayi saza nahi hai. (Burhan safa 138 taba’a chaharrum June 2006)
7. Sunnat sirf 27 Amal ka naam hai (Meezan safa 10 to 65 taba’a doyem April 2002).
In 27 amal ki fehrist (list) mein Darhi, Wazu, Tayammum, Talaq, Namaz Eidain, Namaz e Janaza, Namaz e Juma waghairah shamil nahi hai.
8. Hadees se koi Islami aqeeda ya Amal sabit nahi hota hai. (Meezan safa 64, taba’a Doyem April 2002).
9. Zina ki saza RAJM ghalat hai. (Meezan safa 299, 300 taba’a dom, April 2002).
10. Sunnat se murad Rasoolullah SAWW ke aqwal, Af’aal ya Taqfeerat nahi balki isse murad Deen-e-Ibrahimi ki riwayat hain. (Meezan 14,46).
11. Namaz ki halat mein Arabi duao ke alawah doosri zabano mein bhi dua aur tasbeeh ki ja sakti hai. (Meezan safa 293).
12. Hajj aur Eidul Azha ke mauq’a par ki jane wali qurbani nafli ibadat hai, ye farz wa wajib nahi. (Meezan safa 204).
13. Zakat ka nisab muqarrar nahi hai. (Qanoon Ibadat safa 119 taba’a April 2005).
14. Ghair Muslim bhi musalmano ke waris ho sakte hain. (Meezan safa 171 taba’a dom, April 2002).
15. Aurat ke liye dupatta ya Burqa waghairah sharayi hukm nahi. (Mahnama Ashraq, May 2002 safa 47).
16. Khane ki sirf 4 cheeze haram hai, khoon, murder, duwar ka gosht aur ghairullah ke nam ka zabeeha. (Meezan safa 311, taba’a dom, April 2002).
17. Mauseequi aur Gana Bajana jayez hai. (Mahnama Ashraq, March 2004 – safa 8,19).
To ye rahe ghamidi lanati sb. ke mukhtasaran aqaid, inhone sirf kuch cheezo ka he inkar nahi kiya balki hadees ka inkar bhi kiya hai, sunnat ka inkar bhi kiya, sahrayi ahkamat ka bhi inkar kar diya, ab ye janab Lanatullahi Alahi sirf Kafir he nahi balki Murtad aur Wajibul Qatal bhi hue.
Shakal par dekhiye to lanat baras rahi hai aur sahib lanatullahi alaihi baithe hain Quran ki tafseer ke liye, aur afsos to aise jahilo par hain jo aisi gadhe, bewakoof aur ghaleez qism ke aqaid rakhne walo ko bhi follow kar rahe hain, unki bat man rahe hain, aur usse badh ka raise badbakhto ka difa kar rahe hain.
Is janwar se jitna ho sake bache, aur iske radd ke liye Maulana Ilyas Ghumman Sb. ka bayan sune.
Allah aise jahilo ko ya to hidayat de ya maut de.
No comments:
Post a Comment