¤AGAR SAHEEH HADIS MIL JAYE TO WAHI MERA MAZHAB HAI¤
Shaarihe Saheeh Muslim Allama Nawawi Rahmatullahi alaih farmate hai
"Imam Shafai ne unke FATAWA ke Khilaf SAHEEH HADIS milne par HADIS par AMAL ki WASIYYAT farmai hai, iska Ye Matlab nahi ke koi bhi Shaqs kisi SAHEEH HADIS ko dekh kar use IMAM SHAFAI ka Mazhab qarar de aur uske Zaahir par Amal kare, balke uska HAQ usi ko hai jo (ILMI SALAHIAT me Kamaal ki wajeh se) IJTIHAD FIL MAZHAB ke Rutbe tak ya uske Qareeb pohanch chuka ho. Neez ye bhi SHART hai ke uska Ghalib gumaan ye ho ke IMAM SHAFAI ko us HADIS ka ya uski SEHAT ka ILM na tha, aur ye baat IMAM SHAFAI ki tamam kitaben aur unke Shagerdo ki KITABO ke Mutalae(padhne) ke baad hi hasil hogi aur ye Shart kaafi Mushkil hai aur Kam hi Koi in Sharait se Muttasif hoga, ULAMA ne ye Shart islye lagai hai ke IMAM SHAFAI ne kaafi RIWAYAAT se waqfiat ke bawajood unke Zaahir par Amal ko tark kiya(chod dya), kyu ke unki TEHQEEQ me usme koi TA'N, NASKH, TAKHSEES YA TAWEEL wagaira ka SABOOT tha (jiski wajeh se us zahir par Amal Durust na tha.)"
(AL MAJMOO',JILD 1,SAFHA NO 64)
Isi tarah AIMMA'E SALASA ko bhi QIYAS KARLEN.
To ab ye bataen k kaun hai jo Itna ILM rakhta ho,
Agar hai to Bataen.
Ke unhe Tamam Ahadis aur Aimma e Arba k pure Kitaben aur unke Shagerdo ki kitab ka ILM hai.
Ab Jo Aetraz karte hai wo Soche ke
1. Kya Mai MUJTAHID HU?
2. Kya Maine puri Kitabe padhi?
3. Kya Mujhe AHADIS ki Istelahaat pata hai?
4. Kya Mujhe NASIQ MANSOOQ ka Ilm hai?..,...
Allah hame hidayat ata farmaye.
Ameen.

No comments:
Post a Comment