Do BeWaqoofo ki Ladai
ghair Muqallid aur Ahle Quran ki
guftgu
abhi kuch arse pehle ki baat hai ke
Hamare ek ghair muqallid bhai ko
tableegh ka shauq hua . masha Allah
ek bade JAMIA SALFIA ke faarigh the
HADEES mi doctrait ki bhari bharkam
degree bhi unke paas thi. Shakal o
soorat bhi is layaq thi ke wo
Tableegh
ka ahem fareeza anjaam desaken.
Libaas bhi wo aam ghair muqallid
ulama ke khilaf Aalimana pahente the
yani sar par amama rakhte the,
Qamees Naaf se zara neeche raha
karti
thi. The ban ain sunnat ke mutabiq
NISF PINDLI tak, DADHI Bhi Ghair
Muqallid Ulama ki adat ke bar khilaf
Qaabile lihaz had tak daraaz balke
baraaz dar daraaz dar daraaz thi yani
itni Daraaz ke Qamees ke daman ko
choona chahte thi., gharz Shakal o
Soorat aur libaas o haiyat ke aetebar
se wo MUBALLGH hosakte the.
Chunanche unko bhi tableegh ka
shauq paida hua lekin SAW Al ye tha
ke Tableegh kisko ki jaye?
Unke gaau ke paas ek doosragaau
tha.
Gaau to log usko yunhi kehtdete the
haqeeqatan wo ek qasba thakisi
zamane me gaau raha hoga. Ghair
muqallid Muballigh bhai ko maloom
tha ke us gaau me kisi zamane me
khalis AHLE SUNNAT yani AHLE
HADEES yani GHAIR MUQALLID log
rehte the. Lekin chand saalon se gaau
ke tamam GHAIR MUQALLIDEEN AHLE
QURAN yani MUNKIREEN E HADEES
hogaye hain. Iska charcha Door door
tak tha ke khudai poora naam ka
gaaau
jo kisi zamane me GHAIR
MUQALLIDEEN KA GARDH tha
abMUNKIREEN E HADEES ka gardh
bana
hua hai.
Hamare ghair Muqallideen bhai ko ye
Khabar thi. Chunanche unhone apna
shauqe Taqleed poora karne ke lye is
gaau ka intekhaab kiya. Ghaliban
unke
zahen me ye baatthi ke chaunke us
gaau ke log INKAARE TAQLEED se
INKAAR E SUNNAT ki taraf aye hain
islye unko phir se apne Deen me ba
zor e Tableegh wapis aasani se laya
jasakta hai. Hadees me P.H.D. ki jo
degree mere paas hai wo Hamare kye
aur hamari tableegh ke lye ek
mazboot
sahara sabit hogi.
Chunanche ek Roz wo poore
tableeghi
saaz o saman ke sath yani
BUKHARI,MUSLIM,Maulana Abdur
Rahman Mubarak poori ki TOHFATUL
AHWAZI, ABKAARUL MINAN aur
Maualan Amritsari ki kitaben neez
Nawab Waheeduz Zaman hyderabadi
marhoom ki NUZUL ABRAR, KANZUL
HAQAIQ, HADYATUL MEHDI waghaira
jin se tableegh ki jasakti thi(kisi
maslihat se Quran paak apne sath
nahi
le jasake)wo ghair muqallid sahib
lekar
us gaau KHUDAI POORA me
pohanche.
Unhone gaau ke kuch muqtadir logo
se
mulaqat ki, unki baaten sun kar
Hamare Muballigh ghair muqallid bhai
ko ye maloom kar ke bada gham hua
ke ye gaau jo kabhi inkar e Taqleed ki
Awaaz se goonja karta tha aur yahan
ki 80% abaadi ahle hadis yani
munkireene Taqleed thi aj ye poori
80%
abaadi AHLE QURAN yani MUnkireen e
SUNNAT O HADEES ki hai aur is gaau
ki20% Musalman jo kisi mazhab e
khaas ke Muqallid the aur inme aksar
wo log the jo hanafi the bas yahi
20%musalman Deen e Islam par
Qayam , masjido ko abaad karne wale,
Namaz, Roza ke paband reh gaye
hain.
In par Munkireen e hadees ka koi
JAADOO nahi chal saka. Apne Deense
Murtad hone wale aur Shariat e islaam
aur sunnate Rasool sallallahu alaihi
wasallam ka mazaaq udane wale yani
AHLE QURAN sirf wahi hue jo kabhi
INKAARE TAQLEED ki Nemat se
mehzooz the.
Hamare is ghair muqallid muballigh
bahi ko in baton ke janne se bada
dukh hua aur unka azm e Taqleed
pukhta hogaya aur unho ne than li
keun munkireen e Hadees ko phir se
Munkireen e Taqleed bana kar hi
dumloonga. Aur us waqt tak apne sar
se tableegi amama nahi utarunga jab
tak ke is muhim ko poora na karlo.
GHAIR MUQALLID MUBALLIGH KI
GAAU
KE CHAUDHRI SE MULAQAAT:
Hamare in ghair muqallid bhai ne
apne
is pukhta azm o irade ke sath aur
tableegh ke poore saaz o saman ke
sath(yani ubhi kitabo ke sath jo wo
apni tableeghi muhim sar karne ke lye
apne sath le gaye the) Gaau ke un
zimmme daron se milne ka ek naqsha
murattab kiya jin se in Maslae khaas
me guftgu ki jasakti thi.Unhe maloom
hua ke GAAU KA CHAUDHRI agar
Qaabu me ajaye to poore gaau ke
logo
par Qaabu paya jasakta hai. Aur ye
bhi
maloom hua ke gaau ka ye chaudhri
na
kahin ka faazil hai na uske paas hadis
me doctorait ki sanad hai. Ye jaan kar
unko itminan hau unhe yaqeen tha ke
jaahil chaudhri ko Qaabu me karlena
aur apne Ilmi dhaak se usko Maroob
kar ke apni baat manwalena bada
Mushkil kaam bhi nahi hoga(magar
wo
chaudhri munkireen e sunnat ke JAME
QURANIA ka bohat bada Faazil tha).
Chunanche ghair muqallid Muballigh
bhai ne chaudhri se mulaqat ki ayr
apni baat yun Shuruki.
GHAIR MUQALLID AUR GAAU KE
CHAUDHRI KI MULAQAAT
Chaudhri sahib mai apke padosi gaau
ka rehna wala hun. Hindustan ke
mashhoor JAMIA SALFI ka faarigh
hun.
Aur mai ne Ilm e Hadees me doctrait
ki
degree hasil ki hai yani P.H.D hu.
Chaudhri: ji haan apke bade JAMIA
SALAFIA se faarigh hone aur sahib
eilm
hone ka andaza to apke is bade
AMAME aur Resh e Daraaz aur apki
shakal o soorat hi se horaha hai.
Farmayye kasie tashreef laye.
Ghair Muqallid Muballigh: janab
chaudhri sahib maine suna hai ke aaj
se kuch roz pahle is gaau ki aksar
abaadi AHLE HADEES thi lekin aj ye
kya
dekh raha hu ke jitney AHLE HADEES
the wo sab ke sab MUNKIREEN E
HADEES aur MUNKIREEN E SUNNAT
hogaye hain. Akhir ye hadsa kaise
ronuma hua. Deen e Haq ko chord kar
Deen e Baatil ikhtiyar karne ka sabab
kya bana. unhone Raushni se Tareeki
ko kaise pasand kiya. Apo ko maloom
hai ke AHLE QURAN ki jamat
gumrahon
ki Jamaat hai. Wo hadees e Rasool ka
inkaar karti hai. Rasoolullah ki sunnat
se muh modti hai. Naam quran ka leti
hai lekin uska amal Quran par bhi
nahi
hota hai. Quran me saaf saaf hai
“ATEE
ULLAH WA ATEE UR RASOOL”. Wo
Quran ke pehle juz ko maanti hai
lekin
uske Doosre juz ko nahi maanti.Jis
me
Itaa’ate Rasool ka hokum hai wo
hadees o sunnat ka inkar sareeh
hukme khudawandi ki Mukhalif bani
hui hai. Hidayat ke baaf gumrahi ka
ye
rasta maine suna hai ke ap ne bhi
ikhtiyar kar rakha hai. Kyu ke ap log
gumrahi me pade hue hai gumrahi
senikalye . hidayat ka rasta ikhtiyar
kijye.
Chaudhri sahib ap samajhdaradmi
hain. Agar gumrahi ka rasta apne
chord diya to mujhe yaqeen hai ke
gaau ke bohot se log apki
TAQLEEDkarenge AUR SAB ANDHERI
SE
RAUSHNI KI TARAF , Zalalat se
Hidayat
ki taraf , Bidat se Sunnat ki taraf,
baatil
se haq ki taraf aajayenge. Aur in sab
ke
hidayat pane ka sawab apko milega.
Chaudhri: Janab mai apka shukr
guzaar hu ke apne yahan aane ki
zehmat farmai. Magar Maulana
mujheap
ka tableegh ka ye andaaz pasand nahi
aya . ap kehte hain ke ap KITAB O
SUNNAT ke maanne wale hain magar
apne apni dawat o tableegh me na
KITAABULLAH ki hidayat par amal
kiya
aur na SUNNAT E RASOOLULLAH ki
riayat ki. Dekhye Quran kehta hai
“ Aye paighambar logon ko hikmat aur
nek naseehat se apne parwardigaar ke
raaste ki taraf bulaao aur bohot ache
tareekha se unse munazara
karo” (16:125)
Apne tableegh karne me Quran ki is
irshaad ki sareeh khilaf warzi ki. Apne
hum AHLE QURAN ko jo sarasar
HIDAYAT par hai Gumraa kaha.
Hamare
mazhab ko BAATIL kaha. Hame
Tareeki
me batlaya halanke hum az SAR TA
PAA raushni me hain Apne Sunnat e
Rasool ki bhi mukhalifat ki.
Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam
to apne Mukhalifon se badi NARMI se
pesh aate the. Gumrahon ko bhi wo
direct Gumraah nahi kehte the. Aur
apne Hum Ahle Haq aur hidayat yafta
jamat ko gumrahon ki Jamat qarar
diya
hai. Hamare yahan Nizam uddin dehli
ki TABLEEGHI JAMAAT bhi aati hai.
Usme Ulama bhi hote hain. Jaded
Uloom ke maahireen bhi hote hain. Ap
jaise Doctors bhi hote hain. Magar
unke tableegh ka andaz to bhot
masoom hota hai na kisi ko gumrah
kehte hai na kisi ko baatil qarar dete
hain. BhotNaram Andaz aur Mohabbat
ke LABB o LEHJE me guftfu karte hain.
Maulanamujhe maaf farmayye ,
ghaliban ap istableegh ke maifan me
Naye utre hain. Ap ne jo guftgu farmai
hai usmekai baaten Qaabile ghaur
hain. Apne farmaya ke AHLE QURAN ki
Jamaat Gumrahon ki Jamaat hai, to
jab
QuranWalo ki jamat gumrahon ki
jamat
hosakti hai to phir HADEES WALON Ki
jamaat gumrah kyu nahi hosakti. Apko
to khud maloom hai ke QURAN ka
Number Khuda ke Deen me AWWAL
hia
aur HADEES ka Number Doosre darje
me hai to agar NUMBER AWWAL WALE
HIDAYAT YAFTA NA HONGE TO
NUMBER DUWWAM WALE KYUN KAR
HIDAYAT PAANE WALE HONGE.
Apne Hamare upar ek ilzam ye bhi
rakha hai ke hum HADEES ayr
SUNNAT
ka INKAR karte hain. Mujhe aisa
Mehsoos hota hai ke aplo Hamare
Mazhab ka pata hi nahi . humlog to
Hadees o Sunnat ko daanto se
pakadte
hain bashart ye ke wo HADEES o
SUNNAT sabit bhi ho. Aur uske sabot
me koi shubah na ho. Daleel Qatai se
maloom hojaye ke woALLAH ke
Rasool
ki HADEES ya SUNNAT hai. Ap Hamare
samne Qatai sabot ke sath kisi
Hadees
ko pesh kijye. Bila shak o shubah
tareekha ke sath kisi Sunnat ko sabit
kijye. Jis tarah Quran Mutawatir
tareekha se bila kisi shak o shubah ke
Khuda ki kitab sabit hai. Isi tarah agar
HADEES o SUNNAT ka bhi Saboot
miljaye to hum is par zaroor amal
karenge. Ye ahmare khilaf aur jamat
AHLE QURAN ke khilaf bilkul Jhoota
propaganda hai ke hum hadees o
sunnat KO NAHI MAANTE. Hame poore
Hadees ke zakheere me Ek hadees bhi
aur pooreZakheerai Sunnat me Ek
Sunnat bhi Daleel e Qatai sw sabit
nahi
mili ke wo Hadeese Rasool ya
Sunnate
Rasoolhai ke hum log itminan e Qalb
aur inshiraah e Sadr ke sath us par
amal kar saken.
Aur Maulan apki guftgu ka akhri hissa
to mere lye bada tajjub khaiz sabit
hua
jis ne mere hosh o hawaas gum
kardye. Ap farmate hainke agar mai
apke khayal ke mutabiq Gumrahi ka
Rasta chord doon to Doosre bhi Meri
TAQLEED karenge aur sab ke sab
zalalat se Hidayat ki taraf aur Tareeki
se Raushni ki Taraf baatil se Haq ki
taraf , Bidat se Sunnat ki taraf
aajayenge.
Ek taraf to ap Hazraat TAQLEED ko
SHIRK qarar dete hain. Aur doosri
taraf
ap nke nazdeek TAQLEED ke ye besh
baha Fawaid bhi hain. Baraahe karam
zara iski wazahat farmayye ke SHIRK
ke Raste se jo HIDAYAT milegi kya us
HIDAYAT kaha bhi jayega???
Apko jaisa ke maloom hai aur ap kis
ko
Hadsa qarar de rahe hain hum sab log
MUNKIREEN E TAQLEED the aur ab bhi
hum MUNKIREEN E TAQLEED hain.
Magar abhum Raushni me hain, AHLE
HADEES nahi , AHLE QURAN hain. Him
apni zindagike beshtar ayyam AHLE
HADEES hokar Guzare. Hum ne dekha
ke Mazhab Ahle Hadees tazadaat
(opposites) ka majmua hai. Naam ye
log HADEES ka lete hain, magar inka
amal kisi Saheeh Hadees par hai hi
nahi. Ye logkehte hain ke Hum AHLE
SUNNAT hain magar SUNNAT se inko
bughz hai. Ye log kehte hain ke hum
SALAF ke tareekhapar hain magar aj
tak inke SALAF ka pata hi nahi laga
ke
ye SALAF kaun log hain jinke
Tareekhe
par AHLE HADEES hain. Ye kehte hain
ke TALEEDHARAM hai magar ye sab se
bade MUQALLID hain. Hum ne parakh
parakh kar dekh liya ke Ghair
Muqallideen naami giroh se bada koi
MUQALLID hai hi nahi..
GHAIR MUQALLIDON NE APNE
MUTA’ADDID NAAM RAKHEN HAIN JO
AHLE HAQ HONE KI ALAMAT NAHI
Hum ne dekha hai ke aj tak khud inko
pata hi nahi ke Akhir hum kya hain.
Kabhi apne apko MUWAHHID kaha,
kabhi MUHAMMADI kaha, kabhi
GHAIR
MUQALLID bhi kaha kabhi AHLE
SUNNAT kaha, kabhi AHLE HADEES
kaha , kabhi SALAFI kaha, kabhi
ASARI
kaha,to jo Jamaat aj tak apna naam
rakhne me is Qadar muztarib ho wo
apne DEEN , apne MASLAK aur apne
Mazhab me kis Qadar Muztarib hogi,
aur jis Deen o mazhab me iztiraab ho
uske Ikhtiyar karne me ITMINAN o
INSHIRAAH ka Sawal kahan paida
hota
hai.
AHLE QURAN BHI TAQLEED KE
MUNKIR
Hum AHle Quran hain. TAQLEED kka
hm bhi INKAAR karte hain. Taqleed ko
hum bhi SHIRK samajhte hain.
Taqleed
se buri Hamare nazdeek koi doosri
cheez nahi. Lekin hum ap
AHLEHADEES log ki tarah do rukhapan
ikhtiyar nahi karte ke FUQAHA ki
TAQLEED ko to SHIRK samjhen aur
HARAAM kahen aur MUHADDISEEN ki
TAQLEED ko JAYAZ qarar den. Aur
DEEN samjhen. Taqleed HARAAM hai
to
sab ki TAQLEED HARAAM hogi.
Fuqahaa ki bhi aur MUHADDISEEN ki
bhi IMAM ABU HANEEFA,IMAM
SHAFAI,IMAM MAALIK, IMAM AHMED
ki
bhi aur BUKHARI O MUSLIM, IBNE
NAYEEM AUR ABU NAYEEM BAIHAQI
AUR AAM MUHADDISEEN ki bhi. Ap
log
jo khud ko GHAIR MUQALLID kehte
hain usme sachai se door door ka koi
taluq nahi. Hum KHUDA ka Shukr ada
karte hain ke Hum AHLE HADEES nahi
AHLE QURAN hai. Hum KHUDA ka
Shukr ada karte hain ke Hum AHLE
HADEES nahi AHLE QURAN HAI.
HAMARE paas Deen maloom karne ka
jo zarya hai wo Qatai aur na qabile
tardeed aur bila shak o shuba hai.
Islye Hamare bhatak ne ka koi Sawal
nahi. Gumrahime hum nahi ap hain.
Tareeki me hum nahi JAMAATE AHLE
HADEES hai. Khuda ke lye Maulan
Hum
asli GHAIR MUQALLIDEEN par Rahem
farmayye aur hame Naqli ghair
muqallideen banana ki koshish se ap
baaz aajayen.Hame ap logo ke
mazhab
o aqeede me sirf tazaad nazar ata hai
aur ap log KITAB o SUNNAT ki pairwi
nahi karte balke apne apni khahishe
NAFSki pairwi karte hain. KITAB O
SUNNATka naam to ap sirf DHOKA
dene ke lyeZABAN parlate hain. Hum
bhi AHLE HADEES the magar gumne
apni AQAL apna ZAHEN khula rakha
tha ayr hum ne baarha tajurba kiya ke
ap logon kamazhab sirf TAZAAD aur
ZIDD par Qayam hai, aur phir Allah ne
hame hidayat di aur aj hum sab aur
mere gaau ke AKSAR log QURAN ki
seedhi raah par hain. Ap hame raah e
hidayat se hata kar phir RAAH E
ZALALAT ke raaste pare aur ZIDD aur
TAZAAD wale MAZHAB par bula rahe
hain.
ghair Muqallid aur Ahle Quran ki
guftgu
abhi kuch arse pehle ki baat hai ke
Hamare ek ghair muqallid bhai ko
tableegh ka shauq hua . masha Allah
ek bade JAMIA SALFIA ke faarigh the
HADEES mi doctrait ki bhari bharkam
degree bhi unke paas thi. Shakal o
soorat bhi is layaq thi ke wo
Tableegh
ka ahem fareeza anjaam desaken.
Libaas bhi wo aam ghair muqallid
ulama ke khilaf Aalimana pahente the
yani sar par amama rakhte the,
Qamees Naaf se zara neeche raha
karti
thi. The ban ain sunnat ke mutabiq
NISF PINDLI tak, DADHI Bhi Ghair
Muqallid Ulama ki adat ke bar khilaf
Qaabile lihaz had tak daraaz balke
baraaz dar daraaz dar daraaz thi yani
itni Daraaz ke Qamees ke daman ko
choona chahte thi., gharz Shakal o
Soorat aur libaas o haiyat ke aetebar
se wo MUBALLGH hosakte the.
Chunanche unko bhi tableegh ka
shauq paida hua lekin SAW Al ye tha
ke Tableegh kisko ki jaye?
Unke gaau ke paas ek doosragaau
tha.
Gaau to log usko yunhi kehtdete the
haqeeqatan wo ek qasba thakisi
zamane me gaau raha hoga. Ghair
muqallid Muballigh bhai ko maloom
tha ke us gaau me kisi zamane me
khalis AHLE SUNNAT yani AHLE
HADEES yani GHAIR MUQALLID log
rehte the. Lekin chand saalon se gaau
ke tamam GHAIR MUQALLIDEEN AHLE
QURAN yani MUNKIREEN E HADEES
hogaye hain. Iska charcha Door door
tak tha ke khudai poora naam ka
gaaau
jo kisi zamane me GHAIR
MUQALLIDEEN KA GARDH tha
abMUNKIREEN E HADEES ka gardh
bana
hua hai.
Hamare ghair Muqallideen bhai ko ye
Khabar thi. Chunanche unhone apna
shauqe Taqleed poora karne ke lye is
gaau ka intekhaab kiya. Ghaliban
unke
zahen me ye baatthi ke chaunke us
gaau ke log INKAARE TAQLEED se
INKAAR E SUNNAT ki taraf aye hain
islye unko phir se apne Deen me ba
zor e Tableegh wapis aasani se laya
jasakta hai. Hadees me P.H.D. ki jo
degree mere paas hai wo Hamare kye
aur hamari tableegh ke lye ek
mazboot
sahara sabit hogi.
Chunanche ek Roz wo poore
tableeghi
saaz o saman ke sath yani
BUKHARI,MUSLIM,Maulana Abdur
Rahman Mubarak poori ki TOHFATUL
AHWAZI, ABKAARUL MINAN aur
Maualan Amritsari ki kitaben neez
Nawab Waheeduz Zaman hyderabadi
marhoom ki NUZUL ABRAR, KANZUL
HAQAIQ, HADYATUL MEHDI waghaira
jin se tableegh ki jasakti thi(kisi
maslihat se Quran paak apne sath
nahi
le jasake)wo ghair muqallid sahib
lekar
us gaau KHUDAI POORA me
pohanche.
Unhone gaau ke kuch muqtadir logo
se
mulaqat ki, unki baaten sun kar
Hamare Muballigh ghair muqallid bhai
ko ye maloom kar ke bada gham hua
ke ye gaau jo kabhi inkar e Taqleed ki
Awaaz se goonja karta tha aur yahan
ki 80% abaadi ahle hadis yani
munkireene Taqleed thi aj ye poori
80%
abaadi AHLE QURAN yani MUnkireen e
SUNNAT O HADEES ki hai aur is gaau
ki20% Musalman jo kisi mazhab e
khaas ke Muqallid the aur inme aksar
wo log the jo hanafi the bas yahi
20%musalman Deen e Islam par
Qayam , masjido ko abaad karne wale,
Namaz, Roza ke paband reh gaye
hain.
In par Munkireen e hadees ka koi
JAADOO nahi chal saka. Apne Deense
Murtad hone wale aur Shariat e islaam
aur sunnate Rasool sallallahu alaihi
wasallam ka mazaaq udane wale yani
AHLE QURAN sirf wahi hue jo kabhi
INKAARE TAQLEED ki Nemat se
mehzooz the.
Hamare is ghair muqallid muballigh
bahi ko in baton ke janne se bada
dukh hua aur unka azm e Taqleed
pukhta hogaya aur unho ne than li
keun munkireen e Hadees ko phir se
Munkireen e Taqleed bana kar hi
dumloonga. Aur us waqt tak apne sar
se tableegi amama nahi utarunga jab
tak ke is muhim ko poora na karlo.
GHAIR MUQALLID MUBALLIGH KI
GAAU
KE CHAUDHRI SE MULAQAAT:
Hamare in ghair muqallid bhai ne
apne
is pukhta azm o irade ke sath aur
tableegh ke poore saaz o saman ke
sath(yani ubhi kitabo ke sath jo wo
apni tableeghi muhim sar karne ke lye
apne sath le gaye the) Gaau ke un
zimmme daron se milne ka ek naqsha
murattab kiya jin se in Maslae khaas
me guftgu ki jasakti thi.Unhe maloom
hua ke GAAU KA CHAUDHRI agar
Qaabu me ajaye to poore gaau ke
logo
par Qaabu paya jasakta hai. Aur ye
bhi
maloom hua ke gaau ka ye chaudhri
na
kahin ka faazil hai na uske paas hadis
me doctorait ki sanad hai. Ye jaan kar
unko itminan hau unhe yaqeen tha ke
jaahil chaudhri ko Qaabu me karlena
aur apne Ilmi dhaak se usko Maroob
kar ke apni baat manwalena bada
Mushkil kaam bhi nahi hoga(magar
wo
chaudhri munkireen e sunnat ke JAME
QURANIA ka bohat bada Faazil tha).
Chunanche ghair muqallid Muballigh
bhai ne chaudhri se mulaqat ki ayr
apni baat yun Shuruki.
GHAIR MUQALLID AUR GAAU KE
CHAUDHRI KI MULAQAAT
Chaudhri sahib mai apke padosi gaau
ka rehna wala hun. Hindustan ke
mashhoor JAMIA SALFI ka faarigh
hun.
Aur mai ne Ilm e Hadees me doctrait
ki
degree hasil ki hai yani P.H.D hu.
Chaudhri: ji haan apke bade JAMIA
SALAFIA se faarigh hone aur sahib
eilm
hone ka andaza to apke is bade
AMAME aur Resh e Daraaz aur apki
shakal o soorat hi se horaha hai.
Farmayye kasie tashreef laye.
Ghair Muqallid Muballigh: janab
chaudhri sahib maine suna hai ke aaj
se kuch roz pahle is gaau ki aksar
abaadi AHLE HADEES thi lekin aj ye
kya
dekh raha hu ke jitney AHLE HADEES
the wo sab ke sab MUNKIREEN E
HADEES aur MUNKIREEN E SUNNAT
hogaye hain. Akhir ye hadsa kaise
ronuma hua. Deen e Haq ko chord kar
Deen e Baatil ikhtiyar karne ka sabab
kya bana. unhone Raushni se Tareeki
ko kaise pasand kiya. Apo ko maloom
hai ke AHLE QURAN ki jamat
gumrahon
ki Jamaat hai. Wo hadees e Rasool ka
inkaar karti hai. Rasoolullah ki sunnat
se muh modti hai. Naam quran ka leti
hai lekin uska amal Quran par bhi
nahi
hota hai. Quran me saaf saaf hai
“ATEE
ULLAH WA ATEE UR RASOOL”. Wo
Quran ke pehle juz ko maanti hai
lekin
uske Doosre juz ko nahi maanti.Jis
me
Itaa’ate Rasool ka hokum hai wo
hadees o sunnat ka inkar sareeh
hukme khudawandi ki Mukhalif bani
hui hai. Hidayat ke baaf gumrahi ka
ye
rasta maine suna hai ke ap ne bhi
ikhtiyar kar rakha hai. Kyu ke ap log
gumrahi me pade hue hai gumrahi
senikalye . hidayat ka rasta ikhtiyar
kijye.
Chaudhri sahib ap samajhdaradmi
hain. Agar gumrahi ka rasta apne
chord diya to mujhe yaqeen hai ke
gaau ke bohot se log apki
TAQLEEDkarenge AUR SAB ANDHERI
SE
RAUSHNI KI TARAF , Zalalat se
Hidayat
ki taraf , Bidat se Sunnat ki taraf,
baatil
se haq ki taraf aajayenge. Aur in sab
ke
hidayat pane ka sawab apko milega.
Chaudhri: Janab mai apka shukr
guzaar hu ke apne yahan aane ki
zehmat farmai. Magar Maulana
mujheap
ka tableegh ka ye andaaz pasand nahi
aya . ap kehte hain ke ap KITAB O
SUNNAT ke maanne wale hain magar
apne apni dawat o tableegh me na
KITAABULLAH ki hidayat par amal
kiya
aur na SUNNAT E RASOOLULLAH ki
riayat ki. Dekhye Quran kehta hai
“ Aye paighambar logon ko hikmat aur
nek naseehat se apne parwardigaar ke
raaste ki taraf bulaao aur bohot ache
tareekha se unse munazara
karo” (16:125)
Apne tableegh karne me Quran ki is
irshaad ki sareeh khilaf warzi ki. Apne
hum AHLE QURAN ko jo sarasar
HIDAYAT par hai Gumraa kaha.
Hamare
mazhab ko BAATIL kaha. Hame
Tareeki
me batlaya halanke hum az SAR TA
PAA raushni me hain Apne Sunnat e
Rasool ki bhi mukhalifat ki.
Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam
to apne Mukhalifon se badi NARMI se
pesh aate the. Gumrahon ko bhi wo
direct Gumraah nahi kehte the. Aur
apne Hum Ahle Haq aur hidayat yafta
jamat ko gumrahon ki Jamat qarar
diya
hai. Hamare yahan Nizam uddin dehli
ki TABLEEGHI JAMAAT bhi aati hai.
Usme Ulama bhi hote hain. Jaded
Uloom ke maahireen bhi hote hain. Ap
jaise Doctors bhi hote hain. Magar
unke tableegh ka andaz to bhot
masoom hota hai na kisi ko gumrah
kehte hai na kisi ko baatil qarar dete
hain. BhotNaram Andaz aur Mohabbat
ke LABB o LEHJE me guftfu karte hain.
Maulanamujhe maaf farmayye ,
ghaliban ap istableegh ke maifan me
Naye utre hain. Ap ne jo guftgu farmai
hai usmekai baaten Qaabile ghaur
hain. Apne farmaya ke AHLE QURAN ki
Jamaat Gumrahon ki Jamaat hai, to
jab
QuranWalo ki jamat gumrahon ki
jamat
hosakti hai to phir HADEES WALON Ki
jamaat gumrah kyu nahi hosakti. Apko
to khud maloom hai ke QURAN ka
Number Khuda ke Deen me AWWAL
hia
aur HADEES ka Number Doosre darje
me hai to agar NUMBER AWWAL WALE
HIDAYAT YAFTA NA HONGE TO
NUMBER DUWWAM WALE KYUN KAR
HIDAYAT PAANE WALE HONGE.
Apne Hamare upar ek ilzam ye bhi
rakha hai ke hum HADEES ayr
SUNNAT
ka INKAR karte hain. Mujhe aisa
Mehsoos hota hai ke aplo Hamare
Mazhab ka pata hi nahi . humlog to
Hadees o Sunnat ko daanto se
pakadte
hain bashart ye ke wo HADEES o
SUNNAT sabit bhi ho. Aur uske sabot
me koi shubah na ho. Daleel Qatai se
maloom hojaye ke woALLAH ke
Rasool
ki HADEES ya SUNNAT hai. Ap Hamare
samne Qatai sabot ke sath kisi
Hadees
ko pesh kijye. Bila shak o shubah
tareekha ke sath kisi Sunnat ko sabit
kijye. Jis tarah Quran Mutawatir
tareekha se bila kisi shak o shubah ke
Khuda ki kitab sabit hai. Isi tarah agar
HADEES o SUNNAT ka bhi Saboot
miljaye to hum is par zaroor amal
karenge. Ye ahmare khilaf aur jamat
AHLE QURAN ke khilaf bilkul Jhoota
propaganda hai ke hum hadees o
sunnat KO NAHI MAANTE. Hame poore
Hadees ke zakheere me Ek hadees bhi
aur pooreZakheerai Sunnat me Ek
Sunnat bhi Daleel e Qatai sw sabit
nahi
mili ke wo Hadeese Rasool ya
Sunnate
Rasoolhai ke hum log itminan e Qalb
aur inshiraah e Sadr ke sath us par
amal kar saken.
Aur Maulan apki guftgu ka akhri hissa
to mere lye bada tajjub khaiz sabit
hua
jis ne mere hosh o hawaas gum
kardye. Ap farmate hainke agar mai
apke khayal ke mutabiq Gumrahi ka
Rasta chord doon to Doosre bhi Meri
TAQLEED karenge aur sab ke sab
zalalat se Hidayat ki taraf aur Tareeki
se Raushni ki Taraf baatil se Haq ki
taraf , Bidat se Sunnat ki taraf
aajayenge.
Ek taraf to ap Hazraat TAQLEED ko
SHIRK qarar dete hain. Aur doosri
taraf
ap nke nazdeek TAQLEED ke ye besh
baha Fawaid bhi hain. Baraahe karam
zara iski wazahat farmayye ke SHIRK
ke Raste se jo HIDAYAT milegi kya us
HIDAYAT kaha bhi jayega???
Apko jaisa ke maloom hai aur ap kis
ko
Hadsa qarar de rahe hain hum sab log
MUNKIREEN E TAQLEED the aur ab bhi
hum MUNKIREEN E TAQLEED hain.
Magar abhum Raushni me hain, AHLE
HADEES nahi , AHLE QURAN hain. Him
apni zindagike beshtar ayyam AHLE
HADEES hokar Guzare. Hum ne dekha
ke Mazhab Ahle Hadees tazadaat
(opposites) ka majmua hai. Naam ye
log HADEES ka lete hain, magar inka
amal kisi Saheeh Hadees par hai hi
nahi. Ye logkehte hain ke Hum AHLE
SUNNAT hain magar SUNNAT se inko
bughz hai. Ye log kehte hain ke hum
SALAF ke tareekhapar hain magar aj
tak inke SALAF ka pata hi nahi laga
ke
ye SALAF kaun log hain jinke
Tareekhe
par AHLE HADEES hain. Ye kehte hain
ke TALEEDHARAM hai magar ye sab se
bade MUQALLID hain. Hum ne parakh
parakh kar dekh liya ke Ghair
Muqallideen naami giroh se bada koi
MUQALLID hai hi nahi..
GHAIR MUQALLIDON NE APNE
MUTA’ADDID NAAM RAKHEN HAIN JO
AHLE HAQ HONE KI ALAMAT NAHI
Hum ne dekha hai ke aj tak khud inko
pata hi nahi ke Akhir hum kya hain.
Kabhi apne apko MUWAHHID kaha,
kabhi MUHAMMADI kaha, kabhi
GHAIR
MUQALLID bhi kaha kabhi AHLE
SUNNAT kaha, kabhi AHLE HADEES
kaha , kabhi SALAFI kaha, kabhi
ASARI
kaha,to jo Jamaat aj tak apna naam
rakhne me is Qadar muztarib ho wo
apne DEEN , apne MASLAK aur apne
Mazhab me kis Qadar Muztarib hogi,
aur jis Deen o mazhab me iztiraab ho
uske Ikhtiyar karne me ITMINAN o
INSHIRAAH ka Sawal kahan paida
hota
hai.
AHLE QURAN BHI TAQLEED KE
MUNKIR
Hum AHle Quran hain. TAQLEED kka
hm bhi INKAAR karte hain. Taqleed ko
hum bhi SHIRK samajhte hain.
Taqleed
se buri Hamare nazdeek koi doosri
cheez nahi. Lekin hum ap
AHLEHADEES log ki tarah do rukhapan
ikhtiyar nahi karte ke FUQAHA ki
TAQLEED ko to SHIRK samjhen aur
HARAAM kahen aur MUHADDISEEN ki
TAQLEED ko JAYAZ qarar den. Aur
DEEN samjhen. Taqleed HARAAM hai
to
sab ki TAQLEED HARAAM hogi.
Fuqahaa ki bhi aur MUHADDISEEN ki
bhi IMAM ABU HANEEFA,IMAM
SHAFAI,IMAM MAALIK, IMAM AHMED
ki
bhi aur BUKHARI O MUSLIM, IBNE
NAYEEM AUR ABU NAYEEM BAIHAQI
AUR AAM MUHADDISEEN ki bhi. Ap
log
jo khud ko GHAIR MUQALLID kehte
hain usme sachai se door door ka koi
taluq nahi. Hum KHUDA ka Shukr ada
karte hain ke Hum AHLE HADEES nahi
AHLE QURAN hai. Hum KHUDA ka
Shukr ada karte hain ke Hum AHLE
HADEES nahi AHLE QURAN HAI.
HAMARE paas Deen maloom karne ka
jo zarya hai wo Qatai aur na qabile
tardeed aur bila shak o shuba hai.
Islye Hamare bhatak ne ka koi Sawal
nahi. Gumrahime hum nahi ap hain.
Tareeki me hum nahi JAMAATE AHLE
HADEES hai. Khuda ke lye Maulan
Hum
asli GHAIR MUQALLIDEEN par Rahem
farmayye aur hame Naqli ghair
muqallideen banana ki koshish se ap
baaz aajayen.Hame ap logo ke
mazhab
o aqeede me sirf tazaad nazar ata hai
aur ap log KITAB o SUNNAT ki pairwi
nahi karte balke apne apni khahishe
NAFSki pairwi karte hain. KITAB O
SUNNATka naam to ap sirf DHOKA
dene ke lyeZABAN parlate hain. Hum
bhi AHLE HADEES the magar gumne
apni AQAL apna ZAHEN khula rakha
tha ayr hum ne baarha tajurba kiya ke
ap logon kamazhab sirf TAZAAD aur
ZIDD par Qayam hai, aur phir Allah ne
hame hidayat di aur aj hum sab aur
mere gaau ke AKSAR log QURAN ki
seedhi raah par hain. Ap hame raah e
hidayat se hata kar phir RAAH E
ZALALAT ke raaste pare aur ZIDD aur
TAZAAD wale MAZHAB par bula rahe
hain.
No comments:
Post a Comment