Saturday, 1 September 2018

BEHESHTI ZEVER PER AYTERAAZ KA JAWAB

BEHESHTI ZEVER PER AYTERAAZ KA JAWAB
Bismillah Hir-rahmaan nir-raheem
Firqah E naam Nihaad Ahele Hadees!!Ka Behesti Zever per Ayteraz aur uska jawab
Firqah E naam Nihaad Ahele Hadees Mukhtaser Tarruf
Qari’een Ikraam!! Ap jante hain ki Firqah e naam nihaad Ahele Hadees ki Bad’iyaanati ko, ke wo ulama e Haq per ayteraaz kerte hain Bager kisi ser pair ke!!
Aur r akser dekhne main ata hai ke khud Ba’ithe Ba’ithe Ek Naya Masla Bana ne Ki Koshish her dam ulama e Ahnaaf per Bhotaan lagane ki koshish main lage rehte hain,
Ager Koi Sharab Piye ga Use Nahi Rokenge Ager koi Bed’akhlaaQ hai Use AQlaaQ wala Ho Use Bed Akhlaaqi Se Nahi Rokenge Ager koi Be’namzazi ho Use Namazi banana Ki Koshish Nahi Kerte Balke Ager Koi Sheraab Se Door Hoker Namazi Benjaaye Ro Use Khete Hain Saheb Apki Namaz Nahi Hui aur jo sheks Ager Koi Gannda Kaam Karta Ho Apne Badhoo Ke Saath Be’akhlaaqi Kerta Ho Uski Teref Inka Dehaan Nahi Jata Balki Jo Becaara Namaz Padhne Lage Uski namaz Main Khalal Dalte Hain,
Firqah E naam Nihaad Ahele Hadees ka Dawa Mula’hiza ho,
Firqah e Naam Nihaad Ahele Hadees Dawa Kerte Hain Ham Quraan O Sunnat Ki Teraf Toheed Ki Teraf dawat Dete hain,
Koi Shaks haq Ki dawat Dene Main Ikhtelaaf e Galat Ka Sahaara Nahi Leta Mager Ye Gair Muqallideen [Fazail e amal, Fiqh e Hanafi, Bheshti Zever] etc Per Ayteraaz Jo Naqal Kerte hain, Wo Andhi Taqleed Ki Buniyaad Per Kate Hain Koi Tehqeeq Nahi Kerte, Sirf Sunte Aur Ayteraaz Shuru,
Qari’een Ap hi Sonche Ki Ager Koi Shaks Kisi Masle Main Padhe Aur Use Us Baat Ka Ilm Hi Nahi. Ke Kiya wo Sahi Hai Ya Galat!
Wo Shaks Kaise Haq Ka Paigaam De’sakta Hai Jo Khud Haq Ka Inkaar Kare?
Iski missal Derje Zail Ayteraaz Ka Jawab Hai,
Firqah E naam Nihaad Ahele Hadees ka Ayteraaz
Beheshti Zever Ka Ek Masla Hai ke [Chooti Ladhki Se Ager Koi mard ne Sohbat ki, jo abhi Jawan nahi Hui to Is per Gusul Wajib Nahi]
Al-Jawab
Jhoot aur Khiy’nat ke Bager Naam Nihaaad Ahele Hadees’on ki koi baat nahi hoti,
Bheshti Zever main Likha Hai laikin adat Dilane Ke Liye Gusul Karana Chahiye!!(bheshti Zever jild 1 Safa 51)

Baaz Bhotan Lagane Walone Zina Bi Kaha !!
Ye Bata’en ke Ye Masla Quran o hadees Ke khilaaf Hai ??
To ek Hadees Pesh Ki jaati hai Bukhaari Sharee’f se
Qari’een Ikraam hadees mulahiza hun!!
Abu hurairah(raz) se Riwayat hai: nabi (allallahu alaihi wasallam) ne Farmaya jab merd aurat ke Charoo kooniyo ke beech baithe phir is per zor lagaye (koshish kare) yani jima kare to gusul wajib hogaya!! [Sahi Bukhaari Hadees / 285]
Imam e Bukhaari Is Hadees ko naqal kerne Ke Baad Farmate hain:
Imam bukhaari ne farmaya ; Gusul Karlena Bheter Hai!
Aur zaroori hai aur hamne jo (iske Khilaaf Hadees) (usmaan(raz)aur abe bin ka’eb(raz)ki) Bayan ki to isliye k Sahaba(raz) ka is masle main Ikhtelaaf hai [Sahi Bukhaari Hadees / 285]
Qari’een Dusre Ahadees Ahele Sunn’at wal jama’et ki B Mulahiza ho!!
Zaid Bin Khalid juhaini se merwi hai Ke Unhoone Hazet e usmaan(raz) se pucha kaha bataiye Jab koi merd(soher) Apni Aurat(biwi) se Shobat Kare aur MANI NA NIKLE to Gusul Lazim Hoga ya nahi? Hazret e usmaan(raz) ne Farmaya namaz ke Wuzu ki terha Wuzu zare aur apna zaker Dhodaale hazert e usmaan ne Farmaya main ne to ye Ap(sallallahu alaihi wasallam) se Suna Hai, [Sahi Bukhaari Hadees / 286]
Zuber bin khalid juhaini ne kaha phir Main Ne Ye Masla Hazrat E ali(raz) aur Hazret e Zubair(raz) aur Hazret e Tal’ha(raz) aura be bin ka’eb(raz) pucha to Unhoone Bhi Yahi Hukm diya! [Sahi Bukhaari Hadees / 286]
Abu Ayoob ansaari se ne Ap(sallallahu alaihi wasallam) se Aisa hi suna (jaise Hazret e usmaan(raz) ne suna) [Sahi Bukhaari Hadees / 286]
Abe bin ka’eb(raz) ne Bayan kiya ke Unhoone Pucha Ya rasooullah Jab koi merd(soher) Apni aurat(biwi) se Jima Kare aur Anzal ne ho to kiya Kare?
Ap(allallahu alaihi wasallam) ne Farmaya: aurat ke Baden se jo legaya usko Dhoodale phir WUZU kerle Aur namaz Padhle, [sahi Bukhaari Hadeses / 287]
Imam e Bukhaari ne Farmaya Gusul karlene main Ziyada Ehtiyaat hai!! [sahi Bukhaari Hadeses / 287]
Aur isi Terha Ek Hadees Aur Jo Baccho K Baare main Hai Unper Kuch Wajib Nahi!!
Hazret e Aisha(Razallahuanha) se Riwayat Hai Nabi Kareem (sallallahu alaihi wasallam) ne Farmaya: teen logon se Qalam Utha liya jata hai, so’e hue se Yahan tek Ke Jaag na Jaye aur kam Umer se (na-balig) se Yahan teke Bada (balig) na Hojaye pagel se yahan tek ke alqal aye ya hoosh sambhaal’e, [Sunan Nas’I, allama albani ne Ise Sahi Kaha]
Beheshti Zever ki Ibaarat
(((Chooti Ladhki Se Ager Koi merd ne Shobat ki, jo abhi Jawan nahi Hui to Is per Gusul Wajib Nahi Hai laikin adat Dilane Ke Liye Gusul Karana Chahiye!![Bheshti Zever jild 1 Safa 51] Usmaan(raz) ki Riwayat or Baqi Sahaba Ki Riwayat se pata chala ki Gusul Wajib Nahi Mager meger Ahetiayaat ye hai ke Gusul Kerliya Jaa’e!!
Isi Liye Hakeemul ummat Hazer Molana Ashraf Ali thanwi(reh) ne Is ko Wajib Nahi Kaha!! Balki Hasiye main Liha Ahetiyaat ke Baare main goke Akser Gair-muqallideen nahi Padhte!!
Qari’een Hasiya Mulahiza hon!!
Ahetyaat Wajib Hai to Ahetiyaat ke Lafz se Ye Shuba Na ho K Shayad Wajib Na Ho, kitaabon Main isko Wajib likha hai Jisa ke Imam e Bukhaari ne Ahtyaat ko zaroori kaha!! !![Bheshti Zever jild 1 Safa 51]
Allah Ta’ala Hame Ikhtelaaf Kerne Se Phele Theqeeq kerne Ki Tofeeq ata Farmaye Ameen. [Walillah hilhamd]

No comments:

Post a Comment