SEENE PAR HATH BANDHNE KI RIVAYAAT ZAEEF HAI..!!!
Abu Dawood me Taaus se marvi Mursal rivayat ka Haal..!!!.Allah Gair Muqallideen ko khud apne Mubham mazhab ka ilm naseeb farmaye…Awwalan,…. Ye rivayat MURSAL he, aur Mursal Gair Muqallideen ke yaha zaeef hoti hai, khud apne hi mazhab par jo rivayat zaeef ho use bataur daleel bana kar pesh karne kaa maqsad kya hai..?Saaniyan…Iski sanad me ek raavi ‘Sulaiman Bin Musa Damishqi’ hai, ispar bohot se Aimma ne zabardast Jarah ki hai.1- Imam Bukhari : INDAHU MANAAKEER [Iske paas munkar rivayaat hoti hai.]2- Imam Nasai : LAYSA BIL QAVIYYI FIL HADEES [Hadeea mai qavi nahi hai.]3- Imam Aqeeli ne Zuafaa me shumar kiya hai.4- Imam Ibne Adi ne Zuafaa me shumar kiya hai.5- Imam Zahbi ne Zuafaa me shumar kiya hai.[AZZUAFAA ASSAGEER LIL BUKHARI Pg: 55, 56, AZZUAFAA WAL MATROOKEEN LIN NASAI Pg:186, AZZUAFAA ALKABEER LIL AQEELI Jild:2 Pg:140, AL KAAMIL FIZZUAFAA Jild:3 Pg:1113, AL MUGNI FIZZUAFAA Jild:1 Pg:445 Wagairah]Pas ye rivayat Had darjah Zaeefo Naqabile Aitbar hai..FASALLILIRABBIKA WANHAR ki Tafseer…!!!.Surae Kausar ki ayat FASALLI LIRABBIKA WANHAR ki tafseer me chand rivayat pesh ki jaati he jisme sine par hath bandhne ka zikr hai….jiski koi Sanad bhi Saheeh nahi hai..!!Iske raavi maslan ROOH IBNUL MUSAYYIB, YAHYA BIN ABI TALIB Hadd darjah zaeef hai aur ABU BAKR AHMAD BIN MUHAMMAD BIN AL HAARIS ALFAQEEH Majhoolul haal hai..!!!Isiliye Hafiz Ibne Kaseer Rehmatullah alaih Farmate hai “Gair sahih sanad se marvi hai” [Tafeer Ibne Kaseer]iske khilaf HAFIZ IBNE ABDUL BARR MALIKI Rehmatullah Alayh ne ATTAMHEED me Saheeh Sanad ke sath “NAAF KE NICHE” naql kiya hai…رَوَی الْاِمَامُ اَبُوْبَکَرِالْاَثْرَمُ قَالَ حَدَّثَنَااَبُوالْوَلِیْدِ الطِّیَالِسِیُّ قَالَ حَدَّثَنَا حَمَّادُ بْنُ سَلْمَۃَ عَنْ عَاصِمِ الْجَحْدَرِیِّ عَنْ عُقْبَۃَ بْنِ صَبْھَانَ سَمِعَ عَلِیًّا یَقُوْلُ فِیْ قَوْلِ اللّٰہِ عَزَّوَجَلَّ{فَصَلِّ لِرَبِّکَ وَانْحَرْ} قَالَ وَضْعُ الْیُمْنٰی عَلَی الْیُسْرَیٰ تَحْتَ السُّرَّۃِ۔ (سنن الاثرم بحوالہ التمہید: ج8،ص164Tarjamah: Hazrat Ali Raziyallahu Anhu is farmaan {فَصَلِّ لِرَبِّکَ وَانْحَرْ} ki tafseer kartehue farmate hai, Namaz me Daaye haath ko Baaye haath par Naaf ke Niche Rakhajaye.[Sunan Al Asram bahawalae Attamheed Jild:8 Pg:164]Is Sanadan Saheeh Rivayat ke Muqable me Zaeef Matruk Aur Majhool raaviyo ki rivayat hadd darja zaeef, Shaaaz aur Munkar ke hukm me he, jisse ahkam me istidlal karna durust nahi hai.

No comments:
Post a Comment